Bab: Is bare mein ke Ashura ke din ka roza kaisa hai? Bab: Ayat ki tafseer “Tumhari biwiyan tumhari kheti hain, so tum apne khet mein aao jis tarah se chaho aur apne haq mein aakhirat ke liye kuch nekiyan karte raho”. Bab: Mina ke dinon mein khutba sunana. Bab: Aswad Ansi ka qissa. Bab: Barchhi ki taraf namaz parhna. Bab: ... Taa'oon se bhaagne ke liye hila karna mana hai. Bab: Ayat ki tafseer “Ay Nabi aur jo log sona aur chandi zameen mein gaar kar rakhte hain aur us ko Allah ke raaste mein kharch nahi karte! Aap unhein ek dard-naak azab ki khabar suna den”. Bab: Mozoon par masah karne ke bayan mein. (Surat Hud mein Allah Taala ka farmaan) "aur us ka Arsh paani par tha", "aur woh Arsh Azeem ka Rabb hai". Allah Taala ka (Surat Al-Ahzaab mein) farmaan "Nabi ke gharon mein na daakhil ho magar ijazat le kar jab tum ko khane ke liye bulaya jaaye". Hajj ke liye sawaar hona ya sawari par kisi ke peeche baithna durust hai. Mareez ki aiyadat ko sawaar ho kar ya paidal ya gadhe par kisi ke peechhe baith kar jaana har tarah jaiz durust hai. Jo Allah se mulaqaat ko pasand rakhta hai Allah bhi us se milne ko pasand rakhta hai. Bab: Jis aurat ka shauhar mar jaye woh chaar mahine das din tak saug manaye. Bab: Mukatab ka bayan aur jo sharten na-jaiz aur Kitab Allah ke mukhalif hain un ka bayan. Bab: Nabi Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ke ashab razi Allahu anhum (safar mein) roza rakhte ya na rakhte woh ek doosre par naqta cheeni nahi kiya karte the. Ghonghriyaale baalon ka bayaan. Janwar ke maalik ka dusre ko sawari par apne aage bithana jaiz hai. Haakim ke saamne mutarjim ka rehna aur kya ek hi shakhs tarjumani ke liye kaafi hai. Bimaari ki sakhti (koi cheez nahin hai). Paani do ya teen saans mein peena chahiye. Mutabarrak paani peena. Bab: Zamanah-e-Jahiliyyat ka bayan. Bab: Tosha apne kandhon par laad kar khud le jana. Chughal khori ki naapasandeedgi ka bayaan. Bab: Ayat ki tafseer “Aur jo khayal tumhare dilon ke andar chhupa hua hai agar tum us ko zahir kar do ya use chhupaye rakho har haal mein Allah us ka hisab tum se lega, phir jise chahe bakhsh de ga aur jise chahe azab kare ga aur Allah har cheez par qudrat rakhne wala hai”. Bab: Allah Taala ka farman aur Allah Taala ka farman (Surah At-Tawbah mein) ke “Yaad karo tum ko apni kasrat-e-adad par ghamand ho gaya tha phir woh kasrat tumhare kuch kaam na aayi aur tum par zameen bawajood apni faraakhi ke tang hone lagi, phir tum peeth de kar bhaag khare hue, is ke baad Allah ne tum par apni taraf se taskeen nazil ki” «Ghafur Rahim» tak. Bab: Li’aan ka bayan. Bab: Paani pilane ke sawab ka bayan. Allah Taala ka (Surat Al-Ma'aarij mein) farmaan ke "Adam zaad dil ka kacha paida kiya gaya hai, jab us par koi musibat aayi to aah o zaari karne lag jata hai aur jab raahat milti hai to bakheel ban jata hai". Zimmiyon ke salaam ka jawaab kis tarah diya jaaye? Ameer aur sardar aur khalifa hamesha Quraish qabeela se hona chahiye. Bab: Khawand ka apni biwi ke sath wudu karna aur aurat ka bacha hua pani istimal karna ja’iz hai. Bab: Jab kafan ka kapra chhota ho ke sar aur paaon dono na dhak saken to sar chhupa den (aur paaon par ghaas waghera daal den). Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ki sunnaton ki pairwi karna. Bab: Ayat ki tafseer “Aur jab kabhi unhon ne amwaal-e-tijarat dekha” aakhir tak. Bab: (Ashab-e-Kahf ka bayan) (Surah Al-Kahf mein Allah Taala ne farmaya hai) “Ay Paighambar! Kya tu samjha ke Kahf aur Raqeem hamari qudrat ki nishaniyon mein ajeeb the”. Bab: Agar kisi ne bay' mein na-jaiz sharten lagayen (to is ka kya hukm hai). Bukhaar dozakh ki bhaap se hai. Sadaqa us zamane se pehle ke us ka lene wala koi baqi na rahe ga. Jab kaffara mein ghulam aazaad kare ga to us ki wala kise haasil ho gi? Bab: Ayat ki tafseer yani Ay imaan walo! Nabi ke gharon mein mat jaya karo. Siwaye us waqt ke jab tumhein khane ke liye (aane ki) ijazat di jaye, aise taur par ke us ki tayyari ke muntazir na baithe raho, albatta jab tum ko bulaya jaye tab jaya karo. Phir jab khana kha chuko to uth kar chale jaya karo aur wahan baaton mein ji laga kar mat baithe raha karo. Is baat se Nabi ko takleef hoti hai so aap tumhara lehaz karte hain aur Allah saaf baat kehne se (kisi ka) lehaz nahi karta aur jab tum un (Rasool ki azwaj) se koi cheez maango to un se parde ke bahar se maanga karo, ye tumhare aur un ke dilon ke paak rehne ka umdah zariya hai aur tumhein ja’iz nahi ke tum Rasoolullah ko (kisi tarah bhi) takleef pahunchao aur na ye ke Aap ke baad Aap ki biwiyon se kabhi bhi nikah karo, beshak ye Allah ke nazdeek bohot bari baat hai”. Rasool Allah Sallallahu alaihi wasallam ka apni ummat ke mardon o auraton ko wahi baatein sikhaana jo Allah ne Aap ko sikhaayi thin baqi raaye aur tamseel Aap ne nahin sikhaayi. Bab: Nabi Karim ﷺ ki biwiyon ke gharon aur un gharon ka unhi ki taraf mansoob karne ka bayan. Resham pehnna aur mardon ka isay apne liye bichhaana aur kis had tak is ka istemaal jaiz hai. Bab: Is bare mein ke ilm ki baatein kuch logon ko batana aur kuch logon ko na batana is khayal se ke un ki samajh mein na aayengi (ye ayn munasib hai). Allah Pak ka Surat Al-Hajj mein yeh irshaad ke log paidal chal kar tere paas aayen aur duble oonton par door daraaz raaston se is liye ke deen aur dunya ke faaide haasil karen. Bab: Yateem ka doosre warison ke sath shareek hona. Bab: (Surah Ar-Rahman ki is ayat ki tafseer ke) sooraj aur chand dono hisaab se chalte hain. Allah ke khauf ke saath umeed bhi rakhna. Bab: Jo shakhs namaz mein ulte paaon peechhe sark jaye ya aage barh jaye kisi haadise ki wajah se to namaz fasid na ho gi. Bab: … Allah Taala ka (Surat Al-Fath) irshaad "ye gawaar chahte hain ke Allah ka kalaam badal den". Bab: Masjidon mein mardon ka sona. Bab: Ek cheez kayi aadmiyon ko hibah kare to kaisa hai? Bab: Namaz parhte waqt ek namazi ka doosre shakhs ki taraf rukh karna kaisa hai? Hiba phair lene ya shuf'a ka haq saaqit karne ke liye hila karna makrooh hai. Bab: Ayat ki tafseer “Ay Nabi! maafi ikhtiyar kar aur nek kaamon ka hukm dete raho aur jahilon se munh moriyo «al-urf», «al-ma’roof» ke ma’ni mein hai jis ke ma’ni nek kaamon ke hain. Bab: Mudda'i ya mudda'i alaih ek doosre ki nisbat jo kahen. Tawba ka bayaan. Khilaaf shariyat kaam par ghusssa aur sakhti karna. Agar koi shakhs apni daulat barhaane ke liye logon se sawaal kare? Bab: Nabi Karim ﷺ ki bimari aur Aap ﷺ ki wafat ka bayan. Bab: Jab khana haazir ho aur namaz ki takbeer ho jaye to kya karna chahiye? Agar bache ke aqiqa ka iraada na ho to paidaish ke din hi us ka naam rakhna aur us ki tahneek karna jaiz hai. Bab: ... Bab: (Tashahhud ke baad) salam pherne se pehle ki du’ayen. Bab: Is bare mein ke poore sar ka masah karna zaroori hai. Khane ka bayaan. Bab: Jab mustahaza apne jism mein paaki dekhe to kya kare? Majusiyon ka bartan istemaal karna aur murdaar ka khana kaisa hai? Aayat aur woh khwaab jo hum ne tum ko dikhaya hai, isay hum ne sirf logon ke liye aazmaish banaya hai, ki tafseer. Bab: Kaaba ka darwaza andar se band kar lena aur us ke har kone mein namaz parhna jidhar chahe Har neek kaam sadaqa hai. Pareshaani ke waqt dua karna. Mehr-e-khat par gawahi dene ka bayaan. Bab: Sarrafi aur maap tol mein wakeel karna. Bab: Qarz achhi tarah se ada karna. Bab: Iblees aur us ki fauj ka bayan. Bab: Iblees aur us ki fauj ka bayan. Bab: Ghazwah-e-Tabuk ka bayan, is ka doosra naam Ghazwah-e-Usrah yani (tangi ka ghazwah) bhi hai. Peene mein taqseem ka daur daahine taraf. Pas daahine taraf se shuru ho. Bab: Azan ki wajah se khoon-rezi rukna. Bab: Dono sajdon ke beech mein thehrna. Bab: Samandar mein tijarat karne ka bayan. Bab: Ta’leef-e-quloob ke liye Nabi Karim ﷺ ka baaz kafiron waghera nau-muslimon ya purane musalmanon ko khums mein se dena. Taurat aur is ke ilawa dusri aasmani kitaabon ki tafseer aur tarjumah Arabi waghera mein karne ka jaiz hona. Bab: Baqra eid ke din khana. Bab: Nikah-e-shighar ka bayan. Bab: Nabi Karim ﷺ ke haliya aur akhlaq-e-fadila ka bayan. Jis ne ek hi dastarkhwan par koi cheez utha kar apne dusre saathi ko di ya us ke saamne rakhi. Bab: Masjidon mein mardon ka sona. Bab: (Badr ke din) Abu Jahl ka qatl hona. Bab: Bachchon ke wudu karne ka bayan. Bab: Jis ko Allah ki raah mein takleef pohanchi (yani us ke kisi uzw ko sadma ho). Bab: Nabi Karim ﷺ ke mu’jizaat yani nubuwwat ki nishaniyon ka bayan. Bab: Talaq ki sharten (jo mana hain). Bab: Jumu’ah ka waqt sooraj dhalne se shuru hota hai. Bab: Is bare mein ke Ashura ke din ka roza kaisa hai?

Hadith ki Kutub
No.
Kutub ki Fehrist
Ahadith
Talaash
Parhein
1
7563
Kutub-e-Hadith ka Ta'aruf
No.
Abwab
Dekhein
1
Sahih al-Bukhari
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
2
Sahih Muslim
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
3
Sunan Abi Dawood
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
4
Sunan Ibn Majah
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
5
Sunan Nasai
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
6
Sunan Tirmidhi
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.

Hadith ki Istilahat
No.
Istilahat ke Unwanaat
Dekhein
A
1
Open Topic
B
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
C
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
D
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
E
1
Open Topic
2
Open Topic
F
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
G
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
H
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
I
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
J
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Open Topic
11
Open Topic
K
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
L
1
Adl
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
M
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Juz
Open Topic