الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب التوحيد
Kitab: Allah ki tawheed, us ki zaat aur sifat ke bayan mein
باب: {وكان عرشه على الماء} ، {وهو رب العرش العظيم} :
(Surat Hud mein Allah Taala ka farmaan) "aur us ka Arsh paani par tha", "aur woh Arsh Azeem ka Rabb hai".
Show diacritics
Hadith Number: 7421
حدثنا خلاد بن يحيى، حدثنا عيسى بن طهمان، قال: سمعت انس بن مالك رضي الله عنه، يقول:" نزلت آية الحجاب في زينب بنت جحش، واطعم عليها يومئذ خبزا ولحما، وكانت تفخر على نساء النبي صلى الله عليه وسلم، وكانت تقول: إن الله انكحني في السماء".
Hum se Khallad bin Yahya ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Esa bin Tahman ne bayan kiya, unhon ne kaha ke main ne Anas bin Malik razi Allahu anhu se suna, unhon ne bayan kiya ke parda ki aayat Umm al-Momineen Zaynub bin Jahsh razi Allahu anha ke baare mein nazil hui aur is din Aap ne roti aur gosht ke walima ki dawat di aur Zaynub razi Allahu anha tamam azwaj e mutahharat par fakhr kiya karti thien aur kehti thien ke mera nikah Allah ne aasman par karaya tha.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أنس بن مالك الأنصاري، أبو حمزة، أبو النضرصحابي
عيسى بن طهمان الجشمي، أبو بكرثقة
خلاد بن يحيى السلمي، أبو محمدصدوق حسن الحديث
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
7421
الله أنكحني في السماء