الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب التوحيد
Kitab: Allah ki tawheed, us ki zaat aur sifat ke bayan mein
باب: {وكان عرشه على الماء} ، {وهو رب العرش العظيم} :
(Surat Hud mein Allah Taala ka farmaan) "aur us ka Arsh paani par tha", "aur woh Arsh Azeem ka Rabb hai".
Show diacritics
Hadith Number: 7420
حدثنا احمد، حدثنا محمد بن ابي بكر المقدمي، حدثنا حماد بن زيد، عن ثابت، عن انس، قال:" جاء زيد بن حارثة يشكو، فجعل النبي صلى الله عليه وسلم، يقول: اتق الله وامسك عليك زوجك"، قال انس: لو كان رسول الله صلى الله عليه وسلم كاتما شيئا لكتم هذه، قال: فكانت زينب تفخر على ازواج النبي صلى الله عليه وسلم، تقول: زوجكن اهاليكن وزوجني الله تعالى من فوق سبع سموات، وعن ثابت، وتخفي في نفسك ما الله مبديه وتخشى الناس سورة الاحزاب آية 37 نزلت في شان زينب، وزيد بن حارثة.
Hum se Ahmad ne bayan kiya, kaha hum se Muhammad bin Abu Bakr al-Muqad-dami ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Hammad bin Zayd ne bayan kiya, in se Sabit ne aur in se Anas razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Zayd bin Harisa razi Allahu anhu (apni biwi ki) shikayat karne lage to Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke Allah se daro aur apni biwi ko apne paas hi rakkho. Aisha razi Allahu anha ne bayan kiya ke agar Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam kisi baat ko chhupane wale hote to usay zaroor chhupate. Bayan kiya chunanche Zaynub razi Allahu anha tamam azwaj e mutahharat par fakhr se kehti thi ke tum logon ki tumhare ghar walon ne shadi ki. Aur meri Allah Ta'ala ne saat aasmanon ke oopar se shadi ki aur Sabit razi Allahu anhu se marwi hai ke aayat «wa tukhfee fee nafsika mal-laahu mubdeehi wa takh-shan-naasa» ”aur Aap is cheez ko apne dil mein chhupate hain jise Allah zhahir karne wala hai.“ Zaynub aur Zayd bin Haris razi Allahu anhu ke baare mein nazil hui thi.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أنس بن مالك الأنصاري، أبو حمزة، أبو النضرصحابي
ثابت بن أسلم البناني، أبو محمدثقة
حماد بن زيد الأزدي، أبو إسماعيلثقة ثبت فقيه إمام كبير مشهور
محمد بن أبي بكر المقدمي، أبو عبد اللهثقة
أحمد بن سيار المروزي، أبو الحسنثقة حافظ
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
7420
اتق الله وأمسك عليك زوجك
جامع الترمذي
3212
أمسك عليك زوجك واتق الله