Jis ne apne baap ke siwa kisi aur ka beta hone ka da'wa kiya, us ke gunaah ka bayaan. Bab: Mi’raj ka bayan. Bab: Ayat ki tafseer “Tum naata rishta tor dalo ge”. Bab: Zubayr bin Awwam Radiallahu Anhu ke fazail ka bayan. Bab: Teen din ya ek mu’ayyan muddat ke liye sulah karna. Bab: Ghazwah-e-Hudaybiyyah ka bayan. Yateemon par sadaqa karna bada sawab hai. Istighfaar ke liye afzal dua ka bayaan. Nazr karne se taqdeer nahin palat sakti. Bab: Abu Hafs Umar bin Khattab Qurashi Adawi Radiallahu Anhu ki fazilat ka bayan. Qamees pehnna (kurta qamees har do ek hi hain). Bab: I'tikaf ka qasd kiya lekin phir munasib ye maloom hua ke i'tikaf na karen to ye bhi durust hai. Jo shakhs waba aur bukhaar ke door karne ke liye dua kare. Naa-kaara umar se Allah ki panah maangna. Bab: Phalon ki pukhtagi maloom hone se pehle un ko bechna mana hai. Jis ne mufsidoon aur zaalimon ki jamaat ko barhaana naapasand kiya. Larkiyon ki miraas ka bayaan. Bab: Surah Al-Mujadilah ki tafseer. Bab: Ayat «wa laqad karramna bani Adam» ki tafseer. Bab: Is bare mein ke ha’izah aurat namaz qaza na kare. Bab: Logon se zabani sharten tay karne ka bayan. Is bayaan mein ke gadri aur pakta khajoor mila kar bhigone se jis ne mana kiya hai nasha ki wajah se usi wajah se do saalan milana mana hai. Bab: Agar koi shakhs roze ki niyat din mein kare to durust hai. Bab: Surah Al-Mursalat ki tafseer. Bab: Nabi Karim ﷺ aur Aap ke Sahaba-e-Kiram ka Madinah ki taraf hijrat karna. Dhaari daar chaadron, Yamani chaadron aur kamliyon ka bayaan. Bab: Nabi Karim ﷺ ki bimari aur Aap ﷺ ki wafat ka bayan. Bab: … Bab: Surah Qul ya ayyuhal kafiroon ki tafseer. Bab: Agar jumu’ah ki namaz mein kuch log imam ko chhor kar chale jayen to imam aur baqi namaziyon ki namaz sahih ho jayegi. Bab: Ayat ki tafseer “Aur jo log yahoodi hue un par naakhun wale kul janwar hum ne haram kar diye the aur gaay aur bakri mein se hum ne un par un donon ki charbiyan haram ki thin” aakhir ayat tak. Bab: Raml ki ibteda kaise hui Agar haakim ke saamne koi shakhs apni aurat ko ya kisi dusre ki aurat ko zina ki tuhmat lagaye to kya haakim ko yeh laazim hai ke kisi shakhs ko aurat ke paas bhej kar us tuhmat ka haal dar-yaaft karaye. Is shakhs ka gunaah jis ka padosi us ke shar se aman mein na rehta ho. Khwaab mein kunwen se paani kheenchne yahan tak ke log serab ho jaayen. Bab: Musalmanon ka Habshah ki taraf hijrat karne ka bayan. Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ka irshaad ke "Quran ka maahir (jaid haafiz) (qiyamat ke din) likhne wale farishton ke saath ho ga jo izzat wale aur Allah ke taab'edar hain". Bab: Jo shakhs sota rahe aur (subah ki) namaz na parhe, maloom hua ke shaytan ne us ke kaanon mein peshab kar diya hai. Bab: Is bare mein ke jab dono khatan ek doosre se mil jayen to ghusl-e-janabat wajib hai. Momin ek aant mein khata hai (aur kaafir saat aanton mein). Muskuraana aur hansna. Bab: Quran Majeed ko bhula dena aur kya ye kaha ja sakta hai ke mein falan falan aayatein bhool gaya hun? Bab: Surah Al-Muddaththir ki tafseer. Bab: Nabi Karim ﷺ ki biwiyon ke gharon aur un gharon ka unhi ki taraf mansoob karne ka bayan. Bab: Namaz-e-asr ke waqt ka bayan. Pas qasam ka kaffara das miskeenon ko khana khilana hai. Godwane wali aurat ki burai ka bayaan. Bab: Jab akela namaz parhe to jitni chahe taweel kar sakta hai. Bab: Ayat ki tafseer “Aur paanchween martaba ye kahe ke mujh par Allah ka ghazab nazil ho agar woh mard sachcha hai”. Bab: Agar laundi ghulam ke nikah mein ho phir woh laundi azad ho jaye to use ikhtiyar ho ga khwah woh nikah baqi rakhe ya faskh kar dale. Agar kisi aurat ka nafas ki haalat mein intiqaal ho jaaye to us par namaz-e-janaza parhna. Masheeat aur iraada ka bayaan. Bab: Paak mitti musalmanon ka wudu hai pani ke badle woh is ko kaafi hai. Bab: Ayat ki tafseer “Aap keh den ke Ay kitab walo! aise qaul ki taraf aa jao jo hum mein tum mein barabar hai, woh ye ke hum Allah ke siwa aur kisi ki ibadat na karen”. Bab: Ayat ki tafseer “Jo log Allah aur us ke Rasool se larai karte hain aur mulk mein fasaad phelane mein lage rehte hain un ki saza bas yahi hai ke woh qatl kar diye jayen ya sooli diye jayen” aakhir ayat «aw yunfaw minal ard» tak yani ya woh jila-watan kar diye jayen. Bab: Ayat ki tafseer “Phir tum bhi wahan ja kar laut aao jahan se log laut aate hain”. Bab: Azl ka hukm kya hai? Bab: Sarrafi aur maap tol mein wakeel karna. Bab: Is baat ki daleel ke khums mein imam ko ikhtiyar hai woh ise apne baaz (mustahiqq) rishtedaron ko bhi de sakta hai aur jis ko chahe na de, daleel ye hai ke Nabi Karim ﷺ ne Khaybar ke khums mein se Bani Hashim aur Bani Abdul Muttalib ko diya (aur doosre Quraish ko nahi diya). ... Bab: Sone, chandi aur un tamam cheezon mein shirkat jin mein bay' sarf hoti hai. Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ka farmana Ansaar ke sab gharon mein falana gharana behtar hai. Keechad, paani mein lakri maarna. Bab: Quran Majeed ko hamesha parhte aur yaad karte rehna. Bab: Fath-e-Makkah ke baad wahan se hijrat karne ki zaroorat nahi rahi. Bab: Ghazwah-e-Ahzab se Nabi Karim ﷺ ka wapas lautna aur Banu Quraizah par chadhayi karna aur un ka muhasara karna. Bab: Zani ghulam ki bay' ka bayan. Bab: Allah taala ne soorat ibrahim mein farmaya aur jab ibrahim ne kaha mere rab is shehr ko aman ka shehr bana aur mujhe aur meri aulad ko is se mahfooz rakhiyo ke hum buton ki ibadat karen mere rab in buton ne bohoton ko gumrah kiya hai allah taala ke farman la’allahum yashkuroon tak Saahna khana jaiz hai. Bab: Jis ne apni milk mein koi kunwan khoda, is mein koi gir kar mar jaye to is par tawan na ho ga. Bab: Raste mein se takleef dene wali cheez ko hata dena. Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ka farmana "fitna mashriq ki taraf se uthe ga". Bab: Mehmaan ki khatir se nafl roza na rakhna ya tor dalna. Bab: Kitni muddat mein Quran Majeed khatam karna chahiye? Jis ne fawaahish (zina-kaari, aghlaam baazi waghera) ko chhod diya us ki fazilat. Bab: Yun kehna kaisa hai ke namaz ne hamein chhor diya? Bab: Allah ka Surah An-Noor mein ye farmana “Aur auraten apne zeenat apne shauhar ke siwa kisi par zahir na hone den”. Bab: (Badr ke din) Abu Jahl ka qatl hona. Zaat al-janb (pneumonia) ka bayaan. Insaanon aur janwaron sab par rahm karna. Bab: Banu Nadeer ke Yahudiyon ke waqia ka bayan. Jab kisi ne kaha ke wallah, mein aaj baat nahin karoon ga phir us ne namaz parhi, Quran Majeed ki tilawat ki, tasbeeh ki, hamd ya La ilaha illallah kaha to us ka hukm us ki niyat ke mutabiq ho ga. Bab: Yahud aur Nasara ko kyun kar da’wat di jaye aur kis baat par un se larai ki jaye. Bab: Agar bay' ya qarz ya amanat ka maal bajinsa deewaliya shakhs ke paas mil jaye to jis ka woh maal hai doosre qarz khwahon se zyada is ka haqdaar ho ga. Barkat ke saath bohot aulaad ki dua karna. Bab: Ghazwah-e-Khandaq ka bayan jis ka doosra naam Ghazwah-e-Ahzab hai. Bab: Ayat «wa la taqraboo al-fawaahisha maa zahara minha wa maa batana» ki tafseer. Bab: Ghazwah-e-Saif-ul-Bahr ka bayan. Bab: Ayat ki tafseer “Beshak un logon ki jaan jinhon ne apne oopar zulm kar rakha hai. (jab) farishte qabz karte hain to un se kehte hain ke tum kis kaam mein the, woh bolenge hum us mulk mein be-bas kamzor the, farishte kahenge kya Allah ki sar-zameen faraakh na thi ke tum us mein hijrat kar jate”. Allah Taala ka (Surat As-Saaffaat mein) irshaad "aur Allah ne paida kiya tumhein aur jo kuch tum karte ho". Bab: Ayat ki tafseer “So jis ne diya aur Allah se dara aur us ne achhi baaton ki tasdeeq ki”. Bab: Is baat ka bayan ke tumhari du’aaen tumhare imaan ki alamaat hain. Bab: Is shakhs ka gunah jis ne kisi ki zameen zulm se chheen li. Mushrik ki kuniyat ka bayaan. Bab: Nabi Kareem ﷺ ka raat ki namaz aur nawafil parhne ke liye targhib dilana lekin wajib na karna. Zamana ko bura kehna mana hai. Bab: Ghazwah-e-Rajee’ ka bayan aur Ra’l wa Dhakwan aur Bi’r Ma’unah ke ghazwah ka bayan. Bab: Ghazwah-e-Zaat-ur-Riqa’ ka bayan. Bab: Imamat karane ka sab se zyada haqdaar woh hai jo ilm aur (amali taur par bhi) fazilat wala ho. Bab: Pay dar pay mila kar roza rakhna aur jin hon ne ye kaha ke raat mein roza nahi ho sakta.

Hadith ki Kutub
No.
Kutub ki Fehrist
Ahadith
Talaash
Parhein
1
7563
Kutub-e-Hadith ka Ta'aruf
No.
Abwab
Dekhein
1
Sahih al-Bukhari
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
2
Sahih Muslim
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
3
Sunan Abi Dawood
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
4
Sunan Ibn Majah
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
5
Sunan Nasai
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
6
Sunan Tirmidhi
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.

Hadith ki Istilahat
No.
Istilahat ke Unwanaat
Dekhein
A
1
Open Topic
B
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
C
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
D
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
E
1
Open Topic
2
Open Topic
F
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
G
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
H
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
I
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
J
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Open Topic
11
Open Topic
K
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
L
1
Adl
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
M
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Juz
Open Topic