الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب ما يأكل من البدن وما يتصدق:
Bab: Qurbani ke janwaron mein se kya khayen aur kya khairat karen
Show diacritics
Hadith Number: Q1719-2
n
(Note: Is baab mein hadees nahi hai)
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: Q1719
وقال عبيد الله، اخبرني نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، لا يؤكل من جزاء الصيد والنذر ويؤكل مما سوى ذلك، وقال عطاء: ياكل ويطعم من المتعة.
Aur Ubaidullah ne kaha ke mujhe Nafi ne khabar di aur unhein Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) ne kaha ke ihram mein koi shikar kare aur is ka badla dena pare to badla ke janwar aur nazar ke janwar se khud kuch na khaye aur baqi sab mein se kha le aur Ata ne kaha Tamattu ki qurbani se khaye aur khilaye
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: 1719
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، عن ابن جريج، حدثنا عطاء، سمع جابر بن عبد الله رضي الله عنهما، يقول:" كنا لا ناكل من لحوم بدننا فوق ثلاث منى، فرخص لنا النبي صلى الله عليه وسلم، فقال: كلوا وتزودوا، فاكلنا وتزودنا"، قلت لعطاء: اقال حتى جئنا المدينة، قال: لا.
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya Bin Saeed Qattan ne, un se Ibn Jurayj ne, un se Ata ne, unhon ne Jabir Bin Abdullah (Radi Allahu Anhuma) se suna, unhon ne farmaya ke hum apni qurbani ka gosht Mina ke baad teen din se zyada nahi khate thay, phir Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne humein ijazat de di aur farmaya ke khao bhi aur tosha ke taur par sath bhi le jao, chunancha hum ne khaya aur sath bhi laye. Ibn Jurayj ne kaha ke mein ne Ata se poocha kya Jabir (Radi Allahu Anhu) ne ye bhi kaha tha ke yahan tak ke hum Madinah pohanch gaye, unhon ne kaha nahi aisa nahi farmaya
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
جابر بن عبد الله الأنصاري، أبو محمد، أبو عبد الله، أبو عبد الرحمنصحابي
عطاء بن أبي رباح القرشي، أبو محمدثبت رضي حجة إمام كبير الشأن
ابن جريج المكي، أبو خالد، أبو الوليدثقة
يحيى بن سعيد القطان، أبو سعيدثقة متقن حافظ إمام قدوة
مسدد بن مسرهد الأسدي، أبو الحسنثقة حافظ