Bab: Kisi insaan ka apni beti ya behan ko ahl-e-khair se nikah ke liye pesh karna. Bab: Surah Saad ki tafseer. Allah Taala ka (Surat Al-Ma'aarij mein) farmaan "farishte aur Rooh-ul-Qudus us ki taraf chadhte hain". Bab: Shaam ke bane hue chaghe mein namaz parhne ke bayan mein. Allah Taala ka (Surat Ash-Shura mein) farmana "Musalmanon ka kaam aapas ke salah aur mashware se chalta hai" aur Allah Taala ka (Surat Aal-e-Imran mein) farmaan "aye Paighambar! un se kaamon mein mashwara le". Bab: Ayat ki tafseer “Tumhari biwiyan tumhari kheti hain, so tum apne khet mein aao jis tarah se chaho aur apne haq mein aakhirat ke liye kuch nekiyan karte raho”. Aurat ko kapra dastur ke mutabiq dena chahiye. Sher, rajaz aur hadis khwani ka jaiz hona. Bab: Ayat ki tafseer mein “Bila-shubha Yunus rasoolon mein se the”. Sehat aur faraaghat ke bayaan mein. Aur Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ka yeh farmaan ke zindagi dar-haqeeqat aakhirat hi ki zindagi hai. Bab: Ek bakri se kam ka waleemah karna. Bab: Subah ke waqt mina se arafat jate hue labbaik aur takbeer kehne ka byan Bab: (Aaram kar lene ke baad) wadi Muhassab se aakhri raat mein chal dena. Bab: Jo shakhs namaz mein ulte paaon peechhe sark jaye ya aage barh jaye kisi haadise ki wajah se to namaz fasid na ho gi. Bab: Nabi Karim ﷺ ke mu’jizaat yani nubuwwat ki nishaniyon ka bayan. Bab: Ayat ki tafseer “Jab ke do mein se ek woh the dono ghaar mein (maujood) the jab woh Rasoolullah ﷺ apne saathi se keh rahe the ke fikr na kar Allah paak hamare sath hai”. Bab: … Bab: Mudda'i ya mudda'i alaih ek doosre ki nisbat jo kahen. Bab: Is ke bare mein jis ne imam se namaz ke taweel ho jane ki shikayat ki. Bab: Jab imam namaz mein ro de (to kaisa hai?). Bab: Larai ka maqam chhupana (doosra maqam bayan karna) aur jumeraat ke din safar karna. Bab: Surah Lam Yakun (Al-Bayyinah) ki tafseer. Bab: Chandi ko sone ke badle udhaar bechna. Allah Taala zameen ko apni muthi mein le le ga. Jis ne Anbiya ke naam par naam rakhe. Bab: Zani ghulam ki bay' ka bayan. Bab: Kab tak bay' torne ka ikhtiyar rehta hai? Bab: Nabi Karim ﷺ ki bimari aur Aap ﷺ ki wafat ka bayan. Bab: Ayat ki tafseer “Yahan tak ke jab paighambar mayoos ho gaye ke afsos hum logon ki nigahon mein jhoote hue” aakhir tak. Bab: Is bare mein ke junubi pehle wudu kar le phir soye. Baalon mein alag se banawati chotiya lagana aur dusre baal jodna. Bab: Azan ke dauraan baat karne ke bayan mein. Bab: (Qaum-e-Samood aur Salih Alaihis Salam ka bayan) Allah Paak ka (Surah Al-A’raf mein) farmana “Hum ne Samood ki taraf un ke bhai Salih Alaihis Salam ko bheja”. Bab: … Aasman ki taraf nazar uthana. Hauz Kausar ke bayaan mein. Bab: (Badr ke din) Abu Jahl ka qatl hona. Subah ke waqt kya dua parhe. (Surat Hud mein Allah Taala ka farmaan) "aur us ka Arsh paani par tha", "aur woh Arsh Azeem ka Rabb hai". Zewar ke haar aur khushboo ya mushk ke haar auratein pehn sakti hain. Kya apne saathi ki mulaqaat ke liye har din ja sakta hai ya subah aur shaam hi ke auqaat mein jaaye. Bab: Khutba mein Allah ki hamd-o-sana ke baad amma ba’d kehna. Bab: Ayat ki tafseer “Niz un (nau-muslimon ka bhi haq hai) jin ki dil-joi manzoor hai”. Bab: Is hadees ke bayan mein ke jab ek tumhara (jahri namaz mein Surah Fatiha ke khatm par ba-awaz buland) Ameen kehta hai to farishte bhi aasman par (zor se) Ameen kehte hain aur is tarah dono ki zaban se ek sath (ba-awaz buland) Ameen niklti hai to bande ke guzre hue tamam gunah maaf ho jate hain. Wuzu ke waqt ki dua ka bayaan. Bab: Allah Taala ka (Surah Al-Baqarah mein) ye farmana “Ay Rasool! woh waqt yaad kar jab tere Rab ne farishton se kaha mein zameen mein ek (qaum ko) ja-nasheen banane wala hun”. Aakhirat ke saamne dunya ki kya haqeeqat hai. Bab: Masjidon mein mardon ka sona. Bab: … Jis aurat ke baalon mein dusre ke baal jode jaayen. Jis ke saath zabardasti ki jaaye us ka nikah. Bab: Zamana-e-iddat mein haiz se paaki ke waqt ood ka istimal karna ja’iz hai. Bab: Bachon ka hajj karna. Bab: Agar namazi se koi baat kare aur woh sun kar haath ke ishare se jawab de to namaz fasid na ho gi. Bab: Ghazwah-e-Uhud ka bayan. Paneer ka bayaan. Agar kisi ko majboor kiya gaya aur aakhir us ne ghulam hibah kiya ya becha to na hibah saheeh ho ga na bai' saheeh ho gi. Bab: Nabi Kareem ﷺ ka auraton ko is tarah par chhorna ke un ke ghar hi mein nahi gaye. Bab: Pani mangna aur Nabi Kareem ﷺ ka pani ke liye (jangal mein) nikalna. Khwaab mein daahine taraf le jaate dekhna. Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam ka yeh irshaad ke agar Uhad pahaar ke barabar sona mere paas ho to bhi mujh ko yeh pasand nahin. Bab: Ayat ki tafseer “Agar tumhein dar ho to tum namaz paidal hi (parh liya karo) ya sawari par parh lo, phir jab tum aman mein aa jao to Allah ko yaad karo jis tarah us ne tumhein sikhaya hai jise tum jaante na the”. Bab: Is bayan mein ke masa’il-e-shar’iyyah maloom karne mein jo shakhs (kisi ma’qool wajah se) sharmaaye woh kisi doosre aadmi ke zariye se mas’ala maloom kar le. Bab: Auraton ke sath khush-khulqi se pesh aana. Bab: Is ke bare mein jo apne sar par teen martaba pani bahaye. Allah Taala ki ek sifat yeh bhi hai ke woh dilon ka pherne wala hai aur Allah Taala ka (Surat Al-An'aam) mein farmaan "aur hum un ke dilon ko aur un ki aankhon ko pher den ge". Bab: Ayat ki tafseer “Aur teesre but Manaat ke (haalaat bhi suno)”. Jis ke saath zabardasti ki jaaye us ka nikah. Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam aur Abu Bakr aur Umar Razi Allah anhuma ki qabron ka bayaan. Dajjaal ka bayaan. Bab: Safa aur marwah ke darmiyan kis tarah daure Bab: Usman Radiallahu Anhu se bay’at ka qissa aur Aap ki khilafat par Sahaba ka ittefaq karna aur is bab mein Ameer-ul-Mu’mineen Umar bin Khattab Radiallahu Anhu ki shahadat ka bayan. Bab: Qurbani ke janwar par sawar hona (jaiz hai) Is aayat ka bayaan ke Allah Pak bande aur us ke dil ke darmiyaan mein haail ho jata hai. Bab: Ghazwah-e-Khaybar ka bayan. Bab: Khare ho kar aur baith kar peshab karna (hasb-e-mauqa har do tarah se ja’iz hai). Bab: Nabi Karim ﷺ ka aakhiri kalimah jo zaban-e-mubarak se nikla. Is baare mein jis ne qurbani ke janwar apne haath se zabah kiye. Bab: Nabi Karim ﷺ ki bimari aur Aap ﷺ ki wafat ka bayan. Bab: Nabi Karim ﷺ ke mu’jizaat yani nubuwwat ki nishaniyon ka bayan. Qaaziyon ko koshish kar ke Allah ki kitaab ke mutabiq hukm dena chahiye. Bab: … Mushk mein munh laga kar paani peena durust nahin hai. Bab: Agar imam muqtadiyon se kahe ke tum log isi haalat mein thehre raho to jab tak woh laut kar aaye us ka intezar karen (aur apni haalat par thehre rahen). Dua parh kar mareez par phoonk maarna is tarah ke munh se zara sa thook bhi nikle. Bab: Gosht bechne wale aur qasai ka bayan. Bab: Raston mein kunwan banana jab ke un se kisi ko takleef na ho. Bab: Khutba mimbar par parhna. Bab: Ayat ki tafseer “Aur tum mein se ba’z ko nikammi umr ki taraf lauta diya jata hai”. Bab: Mina mein namaz qasr karne ka bayan. Bab: Do aadmiyon ka mil kar safar karna. Bab: Fath-e-Makkah ka bayan jo Ramzan sanah 8 Hijri mein hua tha. Jab teen se zyada aadmi hon to kaana phoosi karne mein koi harj nahin hai. Bab: Umra aur ruqba ke bare mein riwayaat. Bab: Sarrafi aur maap tol mein wakeel karna. Jis ke saath zabardasti ki jaaye ya isi tarah kisi shakhs ka bechna haq waghera ko majboori se koi bech khoch ka ya aur muamla kare. Bab: Talaq dene ka bayan aur kya talaq dete waqt aurat ke munh dar munh talaq de? Bab: Masjid Quba ki fazilat. Bab: Rasoolullah ﷺ se mohabbat rakhna bhi imaan mein daakhil hai. Bab: Agar zulm ki baat par log gawah banna chahen to gawah na bane.

Hadith ki Kutub
No.
Kutub ki Fehrist
Ahadith
Talaash
Parhein
1
7563
Kutub-e-Hadith ka Ta'aruf
No.
Abwab
Dekhein
1
Sahih al-Bukhari
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
2
Sahih Muslim
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
3
Sunan Abi Dawood
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
4
Sunan Ibn Majah
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
5
Sunan Nasai
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.
6
Sunan Tirmidhi
Open Chapter
1
.
2
.
3
.
4
.
5
.

Hadith ki Istilahat
No.
Istilahat ke Unwanaat
Dekhein
A
1
Open Topic
B
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
C
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
D
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
E
1
Open Topic
2
Open Topic
F
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
G
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
H
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
I
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
J
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Open Topic
11
Open Topic
K
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
L
1
Adl
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
M
1
Open Topic
2
Open Topic
3
Open Topic
4
Open Topic
5
Open Topic
6
Open Topic
7
Open Topic
8
Open Topic
9
Open Topic
10
Juz
Open Topic