الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب كثرة النساء:
Bab: Baik-waqt kayi biwiyan rakhne ke bare mein.
Show diacritics
Hadith Number: 5068
حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا سعيد، عن قتادة، عن انس رضي الله عنه، ان النبي صلى الله عليه وسلم" كان يطوف على نسائه في ليلة واحدة وله تسع نسوة"، وقال لي خليفة: حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا سعيد، عن قتادة، ان انسا حدثهم، عن النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Musaddad ne byaan kiya . Kaha hum se Yazid bin Zuray ne byaan kiya , kaha hum se Saeed ne byaan kiya , un se Qatadah ne , un se Anas razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ek martaba ek hi raat mein apni tamam biwiyon ke paas gaye Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke paas nau biwiyaan thien . Imam Bukhari rahmahullah ne kaha ke mujh se Khaleefa bin Khayyat ne byaan kiya , kaha hum se Saeed ne byaan kiya , un se Qatadah ne aur un se Anas razi Allahu anhu ne byaan kiya , unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se phir yahi hadees byaan ki .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 268
حدثنا محمد بن بشار، قال: حدثنا معاذ بن هشام، قال: حدثني ابي، عن قتادة، قال: حدثنا انس بن مالك، قال:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يدور على نسائه في الساعة الواحدة من الليل والنهار وهن إحدى عشرة"، قال: قلت لانس: اوكان يطيقه، قال: كنا نتحدث انه اعطي قوة ثلاثين، وقال سعيد: عن قتادة، إن انسا حدثهم: تسع نسوة.
Hum se Muhammed bin Bashshaar ne bayan kiya. Unhon ne kaha hum se Mu’aaz bin Hisham ne bayan kiya, unhon ne kaha mujh se mere waalid ne Qatadah ke waaste se, kaha hum se Anas bin Malik ne ke Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam din aur raat ke ek hi waqt mein apni tamaam azwaaj-e-mutahharaat ke paas gaye aur yeh giyaarah thein. (Nau mankooha aur do laundiyaan) rawi ne kaha, main ne Anas se poocha ke Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam is ki taaqat rakhte the. To aap ne farmaaya ke hum aapas mein kaha karte the ke Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ko tees mardon ke barabar taaqat di gayi hai aur Sa’eed ne kaha Qatadah ke waasta se ke hum kehte the ke Anas ne un se nau azwaaj ka zikr kiya.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 284
حدثنا عبد الاعلى بن حماد، قال: حدثنا يزيد بن زريع، قال: حدثنا سعيد، عن قتادة، ان انس بن مالك حدثهم،" ان نبي الله صلى الله عليه وسلم كان يطوف على نسائه في الليلة الواحدة وله يومئذ تسع نسوة".
Hum se Abdul A’laa bin Hammad ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Yazeed bin Zurai’ ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Sa’eed bin Abi Aroobah ne bayan kiya, unhon ne Qatadah se, ke Anas bin Malik Radhiallahu Anhu ne un se bayan kiya ke Nabi-e-Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam apni tamaam azwaaj ke paas ek hi raat mein tashreef le gaye. Us waqt Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke azwaaj mein nau biwiyaan thein.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5215
حدثنا عبد الاعلى بن حماد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا سعيد، عن قتادة، ان انس بن مالك حدثهم،" ان نبي الله صلى الله عليه وسلم كان يطوف على نسائه في الليلة الواحدة وله يومئذ تسع نسوة".
Hum se Abd-ul-A'la bin Hammad ne byaan kiya , kaha hum se Yazid bin Zuray ne byaan kiya , kaha hum se Saeed ne byaan kiya aur un se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne byaan kiya ke ek raat mein Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam apni tamam azwaj e mutahharat ke paas gaye . Is waqt Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke nikah mein nau biwiyaan thien .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة