الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب:
Bab: …
Show diacritics
Hadith Number: 4952
حدثنا حجاج بن منهال، حدثنا شعبة، قال: اخبرني عدي، قال: سمعت البراء رضي الله عنه، ان النبي صلى الله عليه وسلم كان في سفر، فقرا في العشاء في إحدى الركعتين ب والتين والزيتون سورة التين آية 1 تقويم سورة التين آية 4: الخلق".
Hum se Hajjaj bin Minhal ne byaan kiya , unhon ne kaha hum se Shubah ne byaan kiya , unhon ne kaha mujhe Adi bin Sabit ne khabar di , unhon ne kaha ke main ne Bara bin Azib razi Allahu anhu se suna ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ek safar mein thay aur Isha ki ek rakat mein Aap ne Surah wat-Teen ki tilawat farmayi thi . «taqweemin» ke maani paidaish , banawat ke hain .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 467
حدثنا عبد الله بن محمد الجعفي، قال: حدثنا وهب بن جرير، قال: حدثنا ابي، قال: سمعت يعلى بن حكيم، عن عكرمة، عن ابن عباس، قال: خرج رسول الله صلى الله عليه وسلم في مرضه الذي مات فيه عاصب راسه بخرقة، فقعد على المنبر فحمد الله واثنى عليه، ثم قال:" إنه ليس من الناس احد امن علي في نفسه وماله من ابي بكر بن ابي قحافة، ولو كنت متخذا من الناس خليلا لاتخذت ابا بكر خليلا، ولكن خلة الإسلام افضل سدوا عني، كل خوخة في هذا المسجد غير خوخة ابي بكر".
Hum se Abdullah bin Muhammad Jafi ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Wahb bin Jarir ne bayan kiya , unhon ne kaha mujh se mere walid Jarir bin Hazim ne bayan kiya , unhon ne kaha mein ne Yala bin Hakim se suna , woh Ikrama se naql karte thay , woh Abdullah bin Abbas raziyallahu anhuma se , unhon ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wa sallam apne marz wafat mein bahar tashreef laye . Sar par patti bandhi hui thi . Aap salla Allahu alaihi wa sallam minbar par baithe , Allah ki hamd wa sana ki aur farmaya , koi shakhs bhi aisa nahi jis ne Abu Bakr bin Abi Quhafa se zyada mujh par apni jaan wa maal ke zariye ehsan kiya ho aur agar mein kisi ko insano mein se jaani dost banata to Abu Bakr raziyallahu anhu ko banata . Lekin Islam ka taluq afzal hai . Dekho Abu Bakr raziyallahu anhu ki khirki chhor kar is masjid ki tamam khirkian band kar di jayen .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 767
حدثنا ابو الوليد، قال: حدثنا شعبة، عن عدي، قال: سمعت البراء،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان في سفر فقرا في العشاء في إحدى الركعتين بالتين والزيتون".
Hum se Khalad bin Yahya ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Masar bin Kidam ne byaan kiya , unhon ne kaha ke mujh se Adi bin Thabit ne kaha . Unhon ne Bara razi Allahu anhu se suna , unhon ne byaan kiya ke main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ko Isha mein «Wat teeni waz zaytoon» parhte suna . Main ne Aap salla Allahu alaihi wasallam se zyada achhi awaaz ya achhi qiraat wala kisi ko nahi paya .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 769
حدثنا خلاد بن يحيى، قال: حدثنا مسعر، قال: حدثنا عدي بن ثابت، سمع البراء رضي الله عنه، قال:" سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقرا: والتين والزيتون في العشاء، وما سمعت احدا احسن صوتا منه او قراءة".
Aur Umm al-Momineen Umm Salamah razi Allahu anha ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Surah Tur parhi .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 7546
حدثنا ابو نعيم، حدثنا مسعر، عن عدي بن ثابت، اراه قال: سمعت البراء قال: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم يقرا في العشاء:" والتين والزيتون فما سمعت احدا احسن صوتا، او قراءة منه".
Hum se Abu Nuaym ne bayan kiya , kaha hamase Mis-ar ne , in se Adi bin Sabit ne , mera yaqeen hai ke unhon ne Bara bin Azib se naqal kiya , unhon ne kaha ke main ne Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam se suna ke Aap Isha ki namaz mein «wat-teeni waz-zhaitooni» parh rahe thay , main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se zyada behtareen aawaz se Quran parhte huay kisi ko nahi suna .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة