الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الطلاق
Kitab: Talaq ke masail ka bayan
باب نكاح من أسلم من المشركات وعدتهن:
Bab: Islam qabool karne wali mushrik auraton se nikah aur un ki iddat ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 5287
وقال عطاء، عن ابن عباس: كانت قريبة بنت ابي امية عند عمر بن الخطاب، فطلقها فتزوجها معاوية بن ابي سفيان، وكانت ام الحكم بنت ابي سفيان تحت عياض بن غنم الفهري، فطلقها فتزوجها عبد الله بن عثمان الثقفي.
Aur Ata ne Ibn Abbas razi Allahu anhuma se byaan kiya ke Quraiba bint Abi Umayyah Umar bin Khattab razi Allahu anhu ke nikah mein thien , phir Umar razi Allahu anhu ne (mushrikeen se nikah ki mukhalifat ki aayat ke baad) unhein talaq de di to Muawiyah bin Abi Sufyan razi Allahu anhuma ne in se nikah kar liya aur Umm-ul-Hakam bint Abi Sufyan Iyaz bin Ghanam Fihri ke nikah mein thien , is waqt us ne unhein talaq de di (aur woh Madinah Hijrat kar ke aa gayin) aur Abdullah bin Usman Saqafi ne in se nikah kiya .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة