الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب من قال لا نكاح إلا بولي:
Bab: Bighair wali ke nikah sahi nahi hota.
Hadith Number: 5128
حدثنا يحيى، حدثنا وكيع، عن هشام بن عروة، عن ابيه، عن عائشة وما يتلى عليكم في الكتاب في يتامى النساء اللاتي لا تؤتونهن ما كتب لهن وترغبون ان تنكحوهن سورة النساء آية 127، قالت: هذا في اليتيمة التي تكون عند الرجل لعلها ان تكون شريكته في ماله وهو اولى بها، فيرغب ان ينكحها، فيعضلها لمالها ولا ينكحها غيره كراهية ان يشركه احد في مالها".
Hum se Yahya bin Saeed ne byaan kiya , kaha hum se Waki ne byaan kiya , in se Hisham bin Urwah ne byaan kiya , un se un ke walid ne aur un se Aisha razi Allahu anha ne byaan kiya ke aayat «wa ma yutla alaykum fil kitaabi fee yataama-n-nisa'illati la tu'toonahunna ma kutiba lahunna wa targhaboona an tankihoohunna» yani ”woh (aayatein bhi) jo tumhein kitab ke andar in yateem larkon ke baare mein parh kar sunayi jati hain jinhein tum woh nahi dete ho jo in ke liye muqarrar ho chuka hai aur is se bezar ho ke in ka kisi se nikah karo .“ Aaisi yateem larki ke baare mein nazil hui thi jo kisi shakhs ki parwarish mein ho . Mumkin hai ke is ke maal o jaidad mein bhi shareek ho , wahi larki ka zyada haq-dar hai lekin woh is se nikah nahi karna chahta albatta is ke maal ki wajah se usay roke rakhta hai aur kisi doosre mard se is ki shadi nahi hone deta kyunke woh nahi chahta ke koi doosra is ke maal mein hissa-dar bane .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name | Rank | Ahadith |
|---|---|---|
| عائشة بنت أبي بكر الصديق، أم عبد الله | صحابي | |
| عروة بن الزبير الأسدي، أبو عبد الله | ثقة فقيه مشهور | |
| هشام بن عروة الأسدي، أبو المنذر، أبو عبد الله، أبو بكر | ثقة إمام في الحديث | |
| وكيع بن الجراح الرؤاسي، أبو سفيان | ثقة حافظ إمام | |
| يحيى بن موسى الحداني، أبو زكريا | ثقة |