الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب مناقب الأنصار
Kitab: Ansar ke manaqib
باب إسلام عمر بن الخطاب رضي الله عنه:
Bab: Umar bin Khattab Radiallahu Anhu ke Islam lane ka waqia.
Show diacritics
Hadith Number: 3865
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، قال عمرو بن دينار: سمعته قال: قال عبد الله بن عمر رضي الله عنهما:" لما اسلم عمر اجتمع الناس عند داره، وقالوا: صبا عمر وانا غلام فوق ظهر بيتي , فجاء رجل عليه قباء من ديباج، فقال: قد صبا عمر فما ذاك فانا له جار، قال: فرايت الناس تصدعوا عنه، فقلت: من هذا؟ قالوا: العاص بن وائل".
Hum se Ali Bin Abdullah Madini ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, kaha ke mein ne Amr Bin Dinar se suna, unhon ne bayan kiya ke Abdullah Bin Umar Radi Allahu Anhuma ne kaha ke jab Umar Radi Allahu Anhu Islam laye to log un ke ghar ke qareeb jama ho gaye aur kehne lage ke Umar bedeen ho gaya hai. Mein in dinon baccha tha aur is waqt apne ghar ki chatt par charha hua tha. Achanak ek shakhs aaya jo resham ki quba pehne hue tha, is shakhs ne logon se kaha theek hai Umar bedeen ho gaya lekin ye majma kaisa hai? Dekho mein Umar ko panah de chuka hoon. Ibn Umar Radi Allahu Anhuma ne bayan kiya ke mein ne dekha ke is ki ye baat sunte hi log alag alag ho gaye. Mein ne poocha ye kaun sahib thay? Umar Radi Allahu Anhu ne kaha ke ye Aas Bin Wail hain
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن عمر العدوي، أبو عبد الرحمنصحابي
عمرو بن دينار الجمحي، أبو محمدثقة ثبت
سفيان بن أبي العوجاء السلمي، أبو ليلىضعيف الحديث
علي بن المديني، أبو الحسنثقة ثبت إمام أعلم أهل عصره بالحديث وعلله