الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب مناقب الأنصار
Kitab: Ansar ke manaqib
باب حديث زيد بن عمرو بن نفيل:
Bab: Zaid bin Amr bin Nufayl ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 3826
حدثني محمد بن ابي بكر، حدثنا فضيل بن سليمان، حدثنا موسى بن عقبة، حدثنا سالم بن عبد الله، عن عبد الله بن عمر رضي الله عنهما، ان النبي صلى الله عليه وسلم:" لقي زيد بن عمرو بن نفيل باسفل بلدح قبل ان ينزل على النبي صلى الله عليه وسلم الوحي , فقدمت إلى النبي صلى الله عليه وسلم سفرة فابى ان ياكل منها، ثم قال زيد: إني لست آكل مما تذبحون على انصابكم ولا آكل إلا ما ذكر اسم الله عليه , وان زيد بن عمرو كان يعيب على قريش ذبائحهم، ويقول: الشاة خلقها الله وانزل لها من السماء الماء وانبت لها من الارض ثم تذبحونها على غير اسم الله إنكارا لذلك وإعظاما له".
Mujh se Muhammad Bin Abi Bakr ne bayan kiya, kaha hum se Fuzail Bin Sulaiman ne bayan kiya, un se Musa ne bayan kiya, un se Salim Bin Abdullah ne bayan kiya aur un se Abdullah Bin Umar Radi Allahu Anhuma ne ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ki Zaid Bin Amr Bin Nufail Radi Allahu Anhu se (wadi) Baldah ke nasheebi ilaqa mein mulaqat hui, ye qissa nuzool-e-wahyi se pehle ka hai, phir Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ke samne ek dastar khwan bichaya gaya to Zaid Bin Amr Bin Nufail ne khane se inkar kar diya aur jin logon ne dastar khwan bichaya tha un se kaha ke apne buton ke naam par jo tum zibeeha karte ho mein ise nahi khata mein to bas wahi zibeeha khaya karta hoon jis par sirf Allah ka naam liya gaya ho, Zaid Bin Amr Quraish par un ke zibeehe ke bare mein aib lagaya karte aur kehte thay ke bakri ko paida to kiya Allah Ta'ala ne, isi ne is ke liye aasman se pani barsaya hai isi ne is ke liye zameen se ghaas ugai, phir tum log Allah ke siwa doosre (buton ke) naamon par ise zibah karte ho. Zaid ne ye kalmat in ke in kaamon par itiraz karte hue aur in ke is amal ko bahut bari ghalati qarar dete hue kahe thay
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن عمر العدوي، أبو عبد الرحمنصحابي
سالم بن عبد الله العدوي، أبو عبيد الله، أبو عبد الله، أبو عمرثقة ثبت
موسى بن عقبة القرشي، أبو محمدثقة فقيه إمام في المغازي
الفضيل بن سليمان النميري، أبو سليمانصدوق له خطأ كثير
محمد بن أبي بكر المقدمي، أبو عبد اللهثقة
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
3826
لست آكل مما تذبحون على أنصابكم ولا آكل إلا ما ذكر اسم الله عليه
صحيح البخاري
5499
لا آكل مما تذبحون على أنصابكم ولا آكل إلا مما ذكر اسم الله عليه