الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب أحاديث الأنبياء
Kitab: Anbiya Alaihim-us-Salam ke bayan mein
باب قول الله تعالى: {وإلى ثمود أخاهم صالحا} :
Bab: (Qaum-e-Samood aur Salih Alaihis Salam ka bayan) Allah Paak ka (Surah Al-A’raf mein) farmana“Hum ne Samood ki taraf un ke bhai Salih Alaihis Salam ko bheja”.
Show diacritics
Hadith Number: Q3377
كذب اصحاب الحجر سورة الحجر آية 80 موضع ثمود واما وحرث حجر سورة الانعام آية 138 حرام وكل ممنوع فهو حجر محجور والحجر كل بناء بنيته وما حجرت عليه من الارض فهو حجر ومنه سمي حطيم البيت حجرا كانه مشتق من محطوم مثل قتيل من مقتول ويقال للانثى من الخيل الحجر ويقال للعقل حجر وحجى واما حجر اليمامة فهو منزل.
(Surah Al-Hijr mein) jo farmaya "kazzaba ashab-ul-hijri" "Hijr walon ne paighambaron ko jhutlaya." Hijr Samood walon ka shehar tha lekin (Surah Al-Anam mein) jo "harsun hijrun" aaya hai wahan "hijrun" ke maane haram aur mamnoo ke hain. Arab log kehte hain "hijrun mahjoorun" yaani haram-o-mamnoo aur "hijrun" imarat ko bhi kehte hain aur jis zameen ko gher liya jaye (deewar ya baad se) isi se khana-e-kaba ke hateem ko "hijrun" kehte hain. "hijrun" "mahtoomun" se nikla hai "mahtoomun" ke maane toota hua. Pehle wo kaba ke andar tha is ko tod kar bahar kar diya is liye "mahtoomun" kehne lage) jaise "qateelun" "maqtoolun" se aur "madban" ghodi ko bhi. "hijrun" ke maane aql ke bhi hain jaise "huja" ke maane bhi aql ke hain (Surah Al-Fajr mein hai 'hal fi zalika qasamun lizi hijrin') aur "Hajr-ul-Yamama" (Hajjaj aur Yemen ke beech mein) ek maqam ka naam hai
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: 3377
حدثنا الحميدي، حدثنا سفيان، حدثنا هشام بن عروة، عن ابيه، عن عبد الله بن زمعة، قال: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم"وذكر الذي عقر الناقة، قال: انتدب لها رجل ذو عز ومنعة في قوة كابي زمعة".
Hum se Humaidi ne bayan kiya kaha hum se Sufyan Bin Uyaina ne bayan kiya kaha hum se Hisham Bin Urwah ne bayan kiya un se un ke walid ne aur un se Abdullah Bin Zama'a ne bayan kiya ke mein ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna (khutba ke dauran) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne qaum ka zikar kiya jinhon ne ontni ko zibah kar diya tha. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke (Allah ki qasam bheji hui) is (ontni) ko zibah karne wala qaum ka ek bahut hi ba-izzat aadmi (Qaidar nami) tha jaise hamare zamane mein Abu Zama'a (Aswad Bin Muttalib) hai
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن زمعة القرشيصحابي
عروة بن الزبير الأسدي، أبو عبد اللهثقة فقيه مشهور
هشام بن عروة الأسدي، أبو المنذر، أبو عبد الله، أبو بكرثقة إمام في الحديث
سفيان بن عيينة الهلالي، أبو محمدثقة حافظ حجة
الحميدي عبد الله بن الزبير، أبو بكرثقة حافظ أجل أصحاب ابن عيينة
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
4942
إذ انبعث أشقاها
صحيح البخاري
3377
وذكر الذي عقر الناقة قال انتدب لها رجل ذو عز ومنعة في قوة كأبي زمعة
صحيح مسلم
7191
إذ انبعث أشقاها انبعث بها رجل عزيز عارم منيع في رهطه مثل أبي زمعة إلام يجلد أحدكم امرأته جلد الأمة ولعله يضاجعها من آخر يومه وعظهم في ضحكهم من الضرطة فقال إلام يضحك أحدكم مما يفعل
جامع الترمذي
3343
إذ انبعث أشقاها
المعجم الصغير للطبراني
703
وعظ فى الضحك من الضرطة ، قال : على ما يضحك أحدكم مما يصنع