الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
کتاب الجزیہ والموادعہ
Kitab: Jizya waghaira ke bayan mein
باب ما أقطع النبى صلى الله عليه وسلم من البحرين، وما وعد من مال البحرين والجزية، ولمن يقسم الفيء والجزية؟
Bab: Nabi Karim ﷺ ka Bahrain se (mujahidon ko kuch ma’ash) dena aur Bahrain ki aamdani aur jizya mein se kisi ko kuch dene ka wada karna us ka bayan aur is ka ke jo maal kafiron se bin lare haath aaye ya jizya woh kin logon ko taqseem kiya jaye.
Show diacritics
Hadith Number: 3163
حدثنا احمد بن يونس، حدثنا زهير، عن يحيى بن سعيد، قال: سمعت انسا رضي الله عنه، قال: دعا النبي صلى الله عليه وسلم الانصار ليكتب لهم بالبحرين، فقالوا: لا والله حتى تكتب لإخواننا من قريش بمثلها، فقال:" ذاك لهم ما شاء الله على ذلك يقولون له، قال: فإنكم سترون بعدي اثرة، فاصبروا حتى تلقوني على الحوض".
Hum se Ahmad Bin Yunus ne bayan kiya, kaha hum se Zuhair ne bayan kiya, un se Yahya Bin Said Ansari ne bayan kiya ke mein ne Anas (Radi Allahu Anhu) se suna, unhon ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Ansar ko bulaya, taake Bahrain mein un ke liye kuch zameen likh dein. Lekin unhon ne arz kiya ke nahi! Allah ki qasam! (Humein isi waqt wahan zameen inayait farmayiye) jab itni zameen hamare bhai Quraish (Muhajireen) ke liye bhi Aap likhein. Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jab tak Allah ko manzoor hai ye maash un ko bhi (yaani Quraish walon ko) milti rahegi." Lekin Ansar yahi israr karte rahe ke Quraish walon ke liye bhi sandain likh dijiye. Jab Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Ansar se farmaya ke mere baad tum ye dekhoge ke doosron ko tum par tarjeeh di jaye gi, lekin tum sabr se kaam lena, ta-aanke tum aakhir mein mujh se aa kar milo (jung aur fasad na karna)
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أنس بن مالك الأنصاري، أبو حمزة، أبو النضرصحابي
يحيى بن سعيد الأنصاري، أبو سعيدثقة ثبت
زهير بن معاوية الجعفي، أبو خيثمةثقة ثبت
أحمد بن يونس التميمي، أبو عبد اللهثقة حافظ
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
3163
سترون بعدي أثرة فاصبروا حتى تلقوني على الحوض
صحيح البخاري
3793
ستلقون بعدي أثرة فاصبروا حتى تلقوني وموعدكم الحوض