الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الشهادات
Kitab: Gawahon ke mutaliq masail ka bayan
باب الشهداء العدول:
Bab: Gawah aadil mo'tabar hone zaroori hain.
Hadith Number: Q2641
وقول الله تعالى: واشهدوا ذوي عدل منكم سورة الطلاق آية 2 و ممن ترضون من الشهداء سورة البقرة آية 282.
Aur Allah Ta'ala ne (Surah Al-Talaq mein) farmaya "Wa ash-hidu zawai adlin minkum" "Apne mein se do adil aadmiyon ko gawah bana lo." Aur (Allah Ta'ala ne Surah Al-Baqarah mein farmaya) "Mimman tarzouna minash-shuhada-i" "Gawahon mein se jinhein tum pasand karo."
.
.
تخریج الحدیث:
Hadith Number: 2641
حدثنا الحكم بن نافع، اخبرنا شعيب، عن الزهري، قال: حدثني حميد بن عبد الرحمن بن عوف، ان عبد الله بن عتبة، قال:سمعت عمر بن الخطاب رضي الله عنه، يقول:" إن اناسا كانوا يؤخذون بالوحي في عهد رسول الله صلى الله عليه وسلم، وإن الوحي قد انقطع، وإنما ناخذكم الآن بما ظهر لنا من اعمالكم، فمن اظهر لنا خيرا امناه وقربناه وليس إلينا من سريرته شيء الله يحاسبه في سريرته، ومن اظهر لنا سوءا لم نامنه ولم نصدقه، وإن قال إن سريرته حسنة".
Hum se Hakam Bin Nafi ne bayan kiya, kaha hum ko Shoaib ne khabar di Zuhri se, kaha ke mujh se Humaid Bin Abdur Rahman Bin Aof ne bayan kiya, un se Abdullah Bin Utba ne aur unhon ne Umar Bin Khattab (Radi Allahu Anhu) se suna. Aap bayan karte thay ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke zamane mein logon ka wahi ke zariya moakhiza ho jata tha. Lekin ab wahi ka silsila khatam ho gaya aur hum sirf unhein umoor mein moakhiza karein ge jo tumhare amal se hamare samne zahir hon ge. Is liye jo koi zahir mein hamare samne khair kare ga, hum ise aman dein ge aur apne qareeb rakhein ge. Is ke batin se hamein koi sarokaar na ho ga. Is ka hisab to Allah Ta'ala kare ga aur jo koi hamare samne zahir mein burayi kare ga to hum bhi ise aman nahi dein ge aur na hum is ki tasdeeq karein ge khwah wo yahi kehta rahe ke is ka batin accha hai
.
.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Referencing of the Hadith:
Book Name | Number | Short Arabic Text |
|---|---|---|
صحيح البخاري |
2641
| إن أناسا كانوا يؤخذون بالوحي في عهد رسول الله وإن الوحي قد انقطع |
بلوغ المرام | 1205 | إن اناسا كانوا يؤخذون بالوحي في عهد رسول الله وإن الوحي |