الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب العتق
Kitab: Ghulamon ki azadi ke bayan mein
باب إذا قال رجل لعبده هو لله. ونوى العتق، والإشهاد فى العتق:
Bab: Ek shakhs ne azad karne ki niyat se apne ghulam se keh diya ke woh Allah ke liye hai (to woh azad ho gaya) aur azadi ke suboot ke liye gawah (zaroori hain).
Show diacritics
Hadith Number: 2532
حدثنا شهاب بن عباد، حدثنا إبراهيم بن حميد، عن إسماعيل، عن قيس، قال: لما اقبل ابو هريرة رضي الله عنه ومعه غلامه وهو يطلب الإسلام، فضل احدهما صاحبه بهذا، وقال: اما إني اشهدك انه لله".
Hum se Shahab Bin Abbad ne bayan kiya, kaha hum se Ibrahim Bin Humaid ne bayan kiya, un se Ismail ne, un se Qais ne ke jab Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) aa rahe thay to un ke sath un ka ghalam bhi tha, Aap Islam ke irade se aa rahe thay. Achanak raste mein wo ghalam bhool kar alag ho gaya (phir yahi hadees bayan ki) is mein yun hai aur Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne kaha tha, mein Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko gawah banata hoon ke wo Allah ke liye hai
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أبو هريرة الدوسيصحابي
قيس بن أبي حازم البجلي، أبو عبد اللهثقة
إسماعيل بن أبي خالد البجلي، أبو عبد اللهثقة ثبت
إبراهيم بن حميد الرؤاسي، أبو إسحاقثقة
شهاب بن عباد العبدي، أبو عمرثقة