الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الخصومات
Kitab: Nalishon aur jhagron ke bayan mein
باب من باع على الضعيف ونحوه:
Bab: Aur agar kisi ne kisi kam aql ki koi cheez bech kar is ki qeemat ise de di.
Show diacritics
Hadith Number: Q2414-2
، ويذكر عن جابر رضي الله عنه، ان النبي صلى الله عليه وسلم رد على المتصدق قبل النهي، ثم نهاه، وقال مالك: إذا كان لرجل على رجل مال وله عبد لا شيء له غيره فاعتقه لم يجز عتقه، ومن باع على الضعيف ونحوه.
Aur Jabir (Radi Allahu Anhu) se riwayat hai ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek shakhs ka sadaqah radd kar diya, phir is ko aisi halat mein sadaqah karne se mana farma diya aur Imam Malik (Rahimahullah) ne kaha ke agar kisi ka kisi doosre par qarz ho aur maqrooz ke paas sirf ek hi ghulam ho. Is ke siwa is ke paas kuch bhi jayedad na ho to agar maqrooz apne is ghulam ko azad kar day to is ki azadi jayez na ho gi
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: Q2414
فدفع ثمنه إليه، وامره بالإصلاح والقيام بشانه، فإن افسد بعد منعه لان النبي صلى الله عليه وسلم نهى عن إضاعة المال، وقال للذي يخدع في البيع: إذا بايعت فقل لا خلابة، ولم ياخذ النبي صلى الله عليه وسلم ماله.
Aur us ne apni islah karne aur apna khayal rakhne ke liye kaha, lekin us ne is ke bawajood maal barbad kar diya to ise is ke kharch karne se hakim rok day ga. Kyunke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne maal zaya karne se mana farmaya hai. Aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is shakhs se jo khareedte waqt dhoka kha jaya karta tha farmaya tha ke jab tu kuch khareed-o-farokht kare to kaha kar ke koi dhoke ka kaam nahi hai. Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is ka maal apne qabze mein na liya
.


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: 2414
حدثنا موسى بن إسماعيل، حدثنا عبد العزيز بن مسلم، حدثنا عبد الله بن دينار، قال: سمعت ابن عمر رضي الله عنهما، قال: كان رجل يخدع في البيع، فقال له النبي صلى الله عليه وسلم:" إذا بايعت، فقل لا خلابة"، فكان يقوله.
Hum se Musa Bin Ismail ne bayan kiya, kaha ke hum se Abdul Aziz Bin Muslim ne bayan kiya, un se Abdullah Bin Dinar ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mein ne Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) se suna, Aap ne kaha ke ek Sahabi koi cheez khareedte waqt dhoka kha jaya karte thay. Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne in se farmaya ke jab tu khareeda kare to ye keh day ke koi dhoka na ho. Pas wo isi tarah kaha karte thay
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن عمر العدوي، أبو عبد الرحمنصحابي
عبد الله بن دينار القرشي، أبو عبد الرحمنثقة
عبد العزيز بن مسلم القسملي، أبو زيدثقة
موسى بن إسماعيل التبوذكي، أبو سلمةثقة ثبت
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
2407
إذا بايعت فقل لا خلابة
صحيح البخاري
2414
إذا بايعت فقل لا خلابة
صحيح البخاري
6964
إذا بايعت فقل لا خلابة
صحيح البخاري
2117
إذا بايعت فقل لا خلابة
صحيح مسلم
3860
من بايعت فقل لا خلابة
سنن أبي داود
3500
إذا بايعت فقل لا خلابة فكان الرجل إذا بايع يقول لا خلابة
سنن النسائى الصغرى
4489
إذا بعت فقل لا خلابة فكان الرجل إذا باع يقول لا خلابة
موطا امام مالك رواية ابن القاسم
509
إذا بايعت فقل: لا خلابة
بلوغ المرام
694
إذا بايعت فقل لا خلابة
مسندالحميدي
677