الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب ما جاء فى زمزم:
Bab: Zamzam ka byan
Hadith Number: 1636
وقال عبدان: اخبرنا عبد الله، اخبرنا يونس، عن الزهري، قال انس بن مالك: كان ابو ذر رضي الله عنه يحدث، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال: فرج سقفي وانا بمكة، فنزل جبريل عليه السلام ففرج صدري، ثم غسله بماء زمزم، ثم جاء بطست من ذهب ممتلئ حكمة وإيمانا فافرغها في صدري، ثم اطبقه، ثم اخذ بيدي فعرج إلى السماء الدنيا، قال جبريل لخازن السماء الدنيا: افتح، قال: من هذا؟ قال: جبريل
Aur Abdan ne kaha ke mujh ko Abdullah Bin Mubarak ne khabar di, unhon ne kaha ke humein Yunus ne khabar di, unhein Zuhri ne, unhon ne kaha ke hum se Anas Bin Malik (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Abu Zar (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jab mein Makkah mein tha to meri (ghar ki) chhat khuli aur Jibrail (Alaihis Salam) nazil hue. Unhon ne mera seena chaak kiya aur ise Zamzam ke pani se dhoya. Is ke baad ek sone ka tasht laye jo hikmat aur iman se bhara hua tha. Ise unhon ne mere seene mein daal diya aur phir seena band kar diya. Ab wo mujhe hath se pakar kar Asman-e-Dunya ki taraf le chale. Asman-e-Dunya ke darogha se Jibrail (Alaihis Salam) ne kaha darwaza kholo. Unhon ne daryaft kiya kaun sahab hain? Kaha Jibrail!
.
.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة