الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ قَوْلِ اللَّهِ تَعَالَى: {فَأَمَّا مَنْ أَعْطَى وَاتَّقَى وَصَدَّقَ بِالْحُسْنَى فَسَنُيَسِّرُهُ لِلْيُسْرَى وَأَمَّا مَنْ بَخِلَ وَاسْتَغْنَى وَكَذَّبَ بِالْحُسْنَى فَسَنُيَسِّرُهُ لِلْعُسْرَى}:
Chapter. The Statement of Allah.
Show diacritics
Hadith Number: Q1442
«اللهم اعط منفق مال خلفا» .
Aur Farishton ki is dua ka byaan ke ae Allah! Maal kharch karne wale ko is ka accha badla ata farma .


Show diacritics
Hadith Number: 1442
حدثنا إسماعيل , قال: حدثني اخي، عن سليمان، عن معاوية بن ابي مزرد، عن ابي الحباب، عن ابي هريرة رضي الله عنه، ان النبي صلى الله عليه وسلم قال:" ما من يوم يصبح العباد فيه إلا ملكان ينزلان فيقول احدهما: اللهم اعط منفقا خلفا، ويقول الآخر: اللهم اعط ممسكا تلفا".
Hum se Ismail ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se mere bhai Abu Bakr bin Abi Uwais ne byaan kiya ‘ un se Sulayman bin Bilal ne ‘ un se Muawiyah bin Abi Mazrad ne ‘ un se Abul Hubab Saeed bin Yasaar ne aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya , koi din aisa nahi jata ke jab bande subah ko uthte hain to do Farishte aasman se na utarte hon . Ek Farishta to yeh kehta hai ke ae Allah! Kharch karne wale ko is ka badla de . Aur doosra kehta hai ke ae Allah! «mumsik» aur bukhil ke maal ko talaf kar de .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain