الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجَنَائِزِ
The Book of Al-Janaiz (Funerals)
بَابُ الصَّبْرِ عِنْدَ الصَّدْمَةِ الأُولَى:
Chapter. Patience is to be observed at the first stroke of a calamity.
Show diacritics
Hadith Number: Q1302
وقال عمر رضي الله عنه: نعم العدلان ونعم العلاوة الذين إذا اصابتهم مصيبة قالوا إنا لله وإنا إليه راجعون {156} اولئك عليهم صلوات من ربهم ورحمة واولئك هم المهتدون {157} سورة البقرة آية 156-157 , وقوله تعالى: واستعينوا بالصبر والصلاة وإنها لكبيرة إلا على الخاشعين سورة البقرة آية 45.
Aur Umar razi Allahu anhu ne kaha ke donon taraf ke bojhay aur beech ka bojh kya achhe hain . Yani Surah al-Baqarah ki is aayat mein khushkhabri suna sabr karne walon ko jin ko museebat aati hai to kehte hain hum sab Allah hi ki milk hain aur Allah hi ke paas jaane wale hain . Aise logon par un ke maalik ki taraf se rahmatein hain aur meherbaniyan aur yehi log rasta paane wale hain . Aur Allah ne Surah al-Baqarah mein farmaya sabr aur namaaz se madad maango . Aur woh namaaz bohat mushkil hai magar Allah se darne walon par mushkil nahin .


Show diacritics
Hadith Number: 1302
حدثنا محمد بن بشار، حدثنا غندر، حدثنا شعبة، عن ثابت , قال: سمعت انسا رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم , قال:" الصبر عند الصدمة الاولى".
Hum se Muhammad bin Bashar ne byaan kiya ‘ unhon ne kaha ke hum se Ghundar ne byaan kiya ‘ un se Shubah ne un se Thabit ne , unhon ne byaan kiya ke main ne Anas razi Allahu anhu se suna . Aap Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke hawala se naqal karte thay ke Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya sabr to wahi hai jo sadma ke shuru mein kiya jaye .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain