الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْأَذَانِ
The Book of Adhan
بَابُ هَلْ يَتَتَبَّعُ الْمُؤَذِّنُ فَاهُ هَاهُنَا وَهَا هُنَا، وَهَلْ يَلْتَفِتُ فِي الأَذَانِ:
Chapter. Should the Muadh-dhin turn his mouth (face) and look from side to side during the Adhan?
Show diacritics
Hadith Number: Q634
ويذكر عن بلال، انه جعل إصبعيه في اذنيه، وكان ابن عمر لا يجعل إصبعيه في اذنيه، وقال إبراهيم: لا باس ان يؤذن على غير وضوء، وقال عطاء: الوضوء حق وسنة، وقالت عائشة: كان النبي صلى الله عليه وسلم يذكر الله على كل احيانه.
Aur Bilal razi Allahu anhu se riwayat hai ke unhon ne azaan mein apni donon ungliyan apne kaanon mein dakhil ki . Aur Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma azaan mein kaanon mein ungliyan nahi daaltay thay . Aur Ibrahim Nakhai ne kaha ke be wuzu azaan dene mein koi burai nahi aur Ata ne kaha ke azaan mein wuzu zaroori aur sunnat hai . Aur Aishah razi Allahu anha ne farmaya ke Rasool Allah salla Allahu alayhi wasallam sab waqton mein Allah ko yaad farmaya kartay thay .


Show diacritics
Hadith Number: 634
حدثنا محمد بن يوسف، قال: حدثنا سفيان، عن عون بن ابي جحيفة، عن ابيه،" انه راى بلالا يؤذن، فجعلت اتتبع فاه ههنا وههنا بالاذان".
Hum se Muhammad bin Yusuf Faryabi ne byaan kiya , kaha ke hum se Sufyan Thauri ne Awn bin Abi Hujayfah se byaan kiya , unhon ne apne baap se ke unhon ne Bilal razi Allahu anhu ko azaan dete huay dekha . Woh kehtay hain main bhi un ke munh ke saath idhar udhar munh pherne laga .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain