الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المرضى
The Book of Patients
بَابُ مَنْ ذَهَبَ بِالصَّبِيِّ الْمَرِيضِ لِيُدْعَى لَهُ:
Chapter. Whoever took the sick boy (to someone) to invoke Allah for him.
Show diacritics
Hadith Number: 5670
حدثنا إبراهيم بن حمزة، حدثنا حاتم هو ابن إسماعيل، عن الجعيد، قال: سمعت السائب يقول:" ذهبت بي خالتي إلى رسول الله صلى الله عليه وسلم فقالت: يا رسول الله إن ابن اختي وجع فمسح راسي ودعا لي بالبركة، ثم توضا فشربت من وضوئه، وقمت خلف ظهره، فنظرت إلى خاتم النبوة بين كتفيه مثل زر الحجلة".
Hum se Ibrahim bin Hamza ne bayan kiya, kaha hum se Hatim bin Ismail ne bayan kiya, in se Juaid bin Abdur Rahman ne bayan kiya ke main ne Saib bin Yazid razi Allahu anhu se suna, unhon ne bayan kiya ke mujhe meri khala Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein bachpan mein le gayin aur arz kiya: ya Rasool Allah! Mere bhanjay ko dard hai. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne mere sar par hath phera aur mere liye barkat ki dua ki phir Aap salla Allahu alaihi wasallam ne wuzu kiya aur main ne Aap ke wuzu ka pani piya aur main ne Aap ki peeth ke peeche khare ho kar Nabuwat ki mohar Aap ke donon shaanon ke darmiyan dekhi. Yeh mohar e Nabuwat hujla e aroos ki ghundi jaisi thi.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain