الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ ذَبِّ الرَّجُلِ عَنِ ابْنَتِهِ فِي الْغَيْرَةِ وَالإِنْصَافِ:
Chapter. The man’s attempt to prevent what my arouse his daughter’s jealousy, and his demand that she should be treated justly.
Hadith Number: 5230
حدثنا قتيبة، حدثنا الليث، عن ابن ابي مليكة، عن المسور بن مخرمة، قال: سمعت رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول وهو على المنبر:" إن بني هشام بن المغيرة استاذنوا في ان ينكحوا ابنتهم علي بن ابي طالب، فلا آذن ثم لا آذن ثم لا آذن إلا ان يريد ابن ابي طالب ان يطلق ابنتي وينكح ابنتهم، فإنما هي بضعة مني يريبني ما ارابها ويؤذيني ما آذاها"، هكذا قال.
Hum se Qutaybah bin Saeed ne byaan kiya, kaha hum se Layth bin Saad ne byaan kiya, un se Ibn Abi Mulaykah ne aur un se Miswar bin Makhramah razi Allahu anhu ne byaan kiya ke main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se suna, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam mimbar par farma rahe thay ke Hisham bin Mugheerah jo Abu Jahl ka baap tha is ki aulad (Haris bin Hisham aur Salm bin Hisham) ne apni beti ka nikah Ali bin Abi Talib se karne ki mujh se ijazat maangi hai lekin main unhein hargiz ijazat nahi doon ga yaqeenan main is ki ijazat nahi doon ga hargiz main is ki ijazat nahi doon ga. Albatta agar Ali bin Abi Talib meri beti ko talaq de kar in ki beti se nikah karna chahein (to main is mein rukawat nahi banoon ga) kyunke woh (Fatima razi Allahu anha) mere jigar ka ek tukra hai jo is ko bura lage woh mujhko bhi bura lagta hai aur jis cheez se usay takleef pahunchti hai is se mujhe bhi takleef pahunchti hai.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة