الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ يَقِلُّ الرِّجَالُ وَيَكْثُرُ النِّسَاءُ:
Chapter. Men will decrease and women will increase.
Hadith Number: Q5231
وقال ابو موسى: عن النبي صلى الله عليه وسلم:" وترى الرجل الواحد يتبعه اربعون امراة يلذن به من قلة الرجال وكثرة النساء".
Abu Musa razi Allahu anhu ne riwayat ki ke tum dekho ge ke chalis auratein ek mard ke saath hon gi is ki panah mein rahein gi kyunke mard kam reh jayein ge aur auratein zyada ho jayein gi.
Hadith Number: 5231
حدثنا حفص بن عمر الحوضي، حدثنا هشام، عن قتادة، عن انس رضي الله عنه، قال: لاحدثنكم حديثا سمعته من رسول الله صلى الله عليه وسلم لا يحدثكم به احد غيري، سمعت رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول:" إن من اشراط الساعة: ان يرفع العلم ويكثر الجهل، ويكثر الزنا، ويكثر شرب الخمر، ويقل الرجال ويكثر النساء، حتى يكون لخمسين امراة القيم الواحد".
Hum se Hafs bin Umar Hauzi ne byaan kiya, kaha hum se Hisham bin Urwah ne byaan kiya, un se Qatadah ne aur un se Anas razi Allahu anhu ne byaan kiya ke main tum se woh hadees byaan karoon ga jo main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se suni hai, mere siwa yeh hadees tum se koi aur nahi byaan karne wala hai. Main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se suna, Aap salla Allahu alaihi wasallam farma rahe thay ke Qayamat ki nishaniyon mein se yeh bhi hai ke Quran o hadees ka ilm utha liya jaye ga aur jahalat barh jaye gi. Zina ki kasrat ho jaye gi aur sharab log zyada peene lagein ge. Mard kam ho jayein ge aur auraton ki tadaad zyada ho jaye gi. Halat yeh ho jaye gi ke pachaas pachaas auraton ka sanbhaalne wala (khabar-geer) ek mard ho ga.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة