الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {هُمُ الَّذِينَ يَقُولُونَ لاَ تُنْفِقُوا عَلَى مَنْ عِنْدَ رَسُولِ اللَّهِ حَتَّى يَنْفَضُّوا} وَيَتَفَرَّقُوا. {وَلِلَّهِ خَزَائِنُ السَّمَوَاتِ وَالأَرْضِ وَلَكِنَّ الْمُنَافِقِينَ لاَ يَفْقَهُونَ}:
Chapter. The Statement of Allah:“They are the ones who say: ’Spend not on those who are with Allah’s Messenger, until they desert him...’ " (V.63:7)
Hadith Number: 4906
حدثنا إسماعيل بن عبد الله، قال: حدثني إسماعيل بن إبراهيم بن عقبة، عن موسى بن عقبة، قال: حدثني عبد الله بن الفضل، انه سمع انس بن مالك، يقول: حزنت على من اصيب بالحرة، فكتب إلي زيد بن ارقم وبلغه شدة حزني، يذكر انه سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم يقول:" اللهم اغفر للانصار، ولابناء الانصار"، وشك ابن الفضل في ابناء ابناء الانصار، فسال انسا بعض من كان عنده، فقال: هو الذي يقول رسول الله صلى الله عليه وسلم:" هذا الذي اوفى الله له باذنه".
Hum se Ismail bin Abdullah ne byaan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Ismail bin Ibrahim bin Uqbah ne byaan kiya, un se Musa bin Uqbah ne byaan kiya ke mujh se Abdullah bin Fadl ne byaan kiya aur unhon ne Anas bin Malik razi Allahu anhu se un ka byaan naqal kiya ke Maqam e Harra mein jo log shaheed kar diye gaye thay un par mujhe bara ranj hua. Zayd bin Arqam razi Allahu anhuma ko mere gham ki ittila pahunchi to unhon ne mujhe likha ke unhon ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se suna hai, Aap salla Allahu alaihi wasallam farma rahe thay ke Ae Allah! Ansar ki maghfirat farma aur un ke beton ki bhi maghfirat farma. Abdullah bin Fadl ko is mein shak tha ke Aap ne Ansar ke beton ke beton ka bhi zikr kiya tha ya nahi. Anas razi Allahu anhu se un ki majlis ke hazireen mein se kisi ne sawal kiya to unhon ne kaha ke Zayd bin Arqam razi Allahu anhuma hi woh hain jin ke sunne ki Allah Ta'ala ne tasdeeq ki thi.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة