الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {لاَ تَكُونُوا كَالَّذِينَ آذَوْا مُوسَى}:
Chapter.“Be you not like those who annoyed Musa (Moses).”(V.33:69)
Show diacritics
Hadith Number: 4799
حدثنا إسحاق بن إبراهيم، اخبرنا روح بن عبادة، حدثنا عوف، عن الحسن، ومحمد، وخلاس، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إن موسى كان رجلا حييا، وذلك قوله تعالى: يايها الذين آمنوا لا تكونوا كالذين آذوا موسى فبراه الله مما قالوا وكان عند الله وجيها سورة الاحزاب آية 69".
Hum se Ishaq bin Ibrahim ne byaan kiya , unhon ne kaha hum ko Rauh bin Ubadah ne khabar di , unhon ne kaha hum se Auf ne byaan kiya , un se Hasan Basri aur Muhammad bin Sireen aur Khallass ne aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke Musa alaihissalam bare ba-haya thay , unhi ke mutalliq Allah Ta'ala ka yeh irshad hai «ya ayyuhallazhina aamanu la takoonu kallazhina aazhau Musa fabarra'ahullahu mimma qaaloo wa kaana indallahi wajeehan» ke ”Ae Iman Walo! In logon ki tarah na ho jana jinon ne Musa alaihissalam ko eeza pahunchayi thi , so Allah ne unhein bari sabit kar diya aur Allah ke nazdeek woh bare izzat wale thay .“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain