الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ يُكْتَبُ لِلْمُسَافِرِ مِثْلُ مَا كَانَ يَعْمَلُ فِي الإِقَامَةِ:
Chapter. A traveller is granted reward similar to that given for good deeds practised at home, as if he is practising the same while travelling.
Hadith Number: 2996
حدثنا مطر بن الفضل، حدثنا يزيد بن هارون، حدثنا العوام، حدثنا إبراهيم ابو إسماعيل السكسكي، قال: سمعت ابا بردة واصطحب هو ويزيد بن ابي كبشة في سفر، فكان يزيد يصوم في السفر، فقال له: ابو بردة سمعت ابا موسى مرارا، يقول: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إذا مرض العبد او سافر كتب له مثل ما كان يعمل مقيما صحيحا".
Hum se Matar Bin Fazl ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Yazid Bin Haroon ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Awam Bin Haushab ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Ibrahim Abu Ismail Saksaki ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mein ne Abu Burdah Bin Abi Musa se suna, wo aur Yazid Bin Abi Kabsha ek safar mein sath thay aur Yazid safar ki halat mein bhi roza rakha karte thay. Abu Burdah ne kaha ke mein ne (apne walid) Abu Musa Ashari (Radi Allahu Anhu) se bar-ha suna. Wo kaha karte thay ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke jab banda bimar hota hai ya safar karta hai to is ke liye un tamam ibadaton ka sawab likha jata hai unhein iqamat ya sahat ke waqt ye kiya karta tha
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة