الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ يُقَاتَلُ مِنْ وَرَاءِ الإِمَامِ وَيُتَّقَى بِهِ:
Chapter. The Imam (i.e., Muslim ruler) should be defended (by the Muslims and he is to be taken as their protector).
Show diacritics
Hadith Number: 2956
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، حدثنا ابو الزناد ان الاعرج حدثه انه سمع ابا هريرة رضي الله عنه، انه سمع رسول الله صلى الله عليه وسلم، يقول:" نحن الآخرون السابقون".
Hum se Abul Yaman ne bayan kiya, hum ko Shuaib ne khabar di, kaha hum se Abul Zinad ne bayan kiya, un se Aaraj ne bayan kiya aur unhon ne Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) se suna, unhon ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna, aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) farmate thay ke "Hum log go duniya mein sab se peeche aaye lekin (aakhirat mein) jannat mein sab se aage honge."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 2957
وبهذا الإسناد" من اطاعني فقد اطاع الله، ومن عصاني فقد عصى الله، ومن يطع الامير فقد اطاعني، ومن يعص الامير فقد عصاني وإنما الإمام جنة يقاتل من ورائه ويتقى به، فإن امر بتقوى الله وعدل، فإن له بذلك اجرا، وإن قال بغيره، فإن عليه منه".
Aur isi sanad ke sath riwayat hai ke jis ne meri itaat ki us ne Allah ki itaat ki aur jis ne meri nafarmani ki us ne Allah ki nafarmani ki aur jis ne ameer ki itaat ki us ne meri itaat ki aur jis ne ameer ki nafarmani ki, us ne meri nafarmani ki. Imam ki misal dhaal jaisi hai ke is ke peeche reh kar is ki aar mein (yani is ke sath ho kar) jung ki jati hai. Aur isi ke zariya (dushman ke hamla se) bacha jata hai, pas agar imam tumhein Allah se darte rehne ka hukm de aur insaf kare is ka sawab ise mile ga, lekin agar be-insafi kare ga to is ka wabal is par hoga
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain