الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ السَّمْعِ وَالطَّاعَةِ لِلإِمَامِ:
Chapter. Listening to and obeying the Imam (i.e., Muslim ruler) (if he abides by Allah’s Orders).
Show diacritics
Hadith Number: 2955
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، عن عبيد الله، قال: حدثني نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، عن النبي صلى الله عليه وسلم، وحدثني محمد بن صباح، حدثنا إسماعيل بن زكرياء، عن عبيد الله، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" السمع والطاعة حق ما لم يؤمر بالمعصية، فإذا امر بمعصية، فلا سمع ولا طاعة".
Hum se Musaddad Bin Masrahad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya Bin Saeed Qattan ne bayan kiya, un se Ubaidullah Umri ne bayan kiya, un se Nafi ne aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke hawala se. (doosri sanad) aur mujh se Muhammad Bin Sabah ne bayan kiya, kaha hum se Ismail Bin Zakariya ne bayan kiya, un se Ubaidullah ne, un se Nafi ne, un se Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "(Khaleefa-e-waqt ke ahkaam) sunna aur unhein baja lana (har musalman ke liye) wajib hai, jab tak ke gunah ka hukm na diya jaye. Agar gunah ka hukm diya jaye to phir na ise sunna chahiye aur na is par amal karna chahiye."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain