الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْهِبَةِ وَفَضْلِهَا وَالتَّحْرِيضِ عَلَيْهَا
The Book of Gifts and The Superiority of Giving Gifts and The Exhortation for Giving Gifts
بَابُ قَبُولِ الْهَدِيَّةِ:
Chapter. The acceptance of a gift.
Show diacritics
Hadith Number: 2573
حدثنا إسماعيل، قال: حدثني مالك، عن ابن شهاب، عن عبيد الله بن عبد الله بن عتبة بن مسعود، عن عبد الله بن عباس، عن الصعب بن جثامة رضي الله عنهم، انه اهدى لرسول الله صلى الله عليه وسلم حمارا وحشيا وهو بالابواء او بودان فرد عليه، فلما راى ما في وجهه، قال:" اما إنا لم نرده عليك، إلا انا حرم".
Hum se Ismail Bin Abi Uwais ne bayan kiya, kaha ke mujh se Imam Malik ne bayan kiya Ibn Shihab se, wo Ubaidullah Bin Abdullah Bin Utba Bin Masood se, wo Abdullah Bin Abbas (Radi Allahu Anhuma) se aur aur wo Saab Bin Jassama (Radi Allahu Anhu) se ke unhon ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein gor-khar ka tohfa pesh kiya tha. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) is waqt maqam-e-Abwa ya maqam-e-Waddan mein thay (raavi ko shuba hai) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne un ka tohfa wapas kar diya. Phir un ke chehre par (ranj ke aasar) dekh kar farmaya ke mein ne ye tohfa sirf is liye wapas kiya hai ke hum ihram bandhe hue hain
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain