الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الصَّوْمِ
The Book of As-Saum (The Fasting).
بَابُ الصَّائِمِ إِذَا أَكَلَ أَوْ شَرِبَ نَاسِيًا:
Chapter. If a person observing Saum (fast) ate or drank forgetfully (should he observe Saum another day in lieu of that day)?
Hadith Number: Q1933
وقال عطاء: إن استنثر فدخل الماء في حلقه لا باس إن لم يملك، وقال الحسن: إن دخل حلقه الذباب فلا شيء عليه، وقال الحسن، ومجاهد: إن جامع ناسيا فلا شيء عليه.
Aur Ata ne kaha ke agar kisi roza dar ne naak mein pani dala aur wo pani halaq ke andar chala gaya to is mein koi muzayqa nahi agar is ko nikal na sake aur Imam Hasan Basri ne kaha ke agar roza dar ke halaq mein makkhi chali gayi to is ka roza nahi jata aur Imam Hasan Basri aur Mujahid ne kaha ke agar bhool kar jima kar le to is par qaza wajib na ho gi
.
.
Hadith Number: 1933
حدثنا عبدان، اخبرنا يزيد بن زريع، حدثنا هشام، حدثنا ابن سيرين، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" إذا نسي فاكل وشرب، فليتم صومه، فإنما اطعمه الله وسقاه".
Hum se Abdan ne bayan kiya ke humein Yazid Bin Zuraie ne khabar di, un se Hisham ne bayan kiya, un se Ibn Sireen ne bayan kiya, ke Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se riwayat kiya ke aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jab koi bhool gaya aur kuch kha pi liya to usay chahiye ke apna roza poora kare. Kyunke is ko Allah ne khilaya aur pilaya
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة