الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب اللباس
Kitab: Libas ke bayan mein
باب القبة الحمراء من أدم:
Laal chamde ka khema banana.
Show diacritics
Hadith Number: 5860
حدثنا ابو اليمان، اخبرنا شعيب، عن الزهري، اخبرني انس بن مالك. ح وقال الليث، حدثني يونس، عن ابن شهاب، قال: اخبرني انس بن مالك رضي الله عنه، قال:" ارسل النبي صلى الله عليه وسلم إلى الانصار وجمعهم في قبة من ادم".
Hum se Abu al-Yaman ne bayan kiya , unhon ne kaha hum ko Shuayb ne khabar di , unhein Zuhri ne aur unhein Anas bin Malik razi Allahu anhu ne khabar di (doosri sanad) aur Layth bin Saad ne kaha ke mujh se Yunus ne bayan kiya , in se Ibn Shihab ne kaha ke mujh se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne khabar di ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Ansar ko bulwaya aur unhein laal chamre ke ek khaima mein jama kiya .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 3146
حدثنا ابو الوليد، حدثنا شعبة، عن قتادة، عن انس رضي الله عنه، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" إني اعطي قريشا اتالفهم لانهم حديث عهد بجاهلية".
Hum se Abu-ul-Waleed ne bayan kiya, kaha hum se Shuba ne bayan kiya, un se Qatada ne aur un se Anas Bin Malik (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Quraish ko mein un ka dil milane ke liye deta hoon, kyunke un ki Jahiliyat (kufr) ka zamana abhi taza guzra hai (un ki diljoyi karna zaroori hai)."
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة