الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب اللباس
Kitab: Libas ke bayan mein
باب الثياب البيض:
Safeed kapre pehnna.
Hadith Number: 5826
حدثنا إسحاق بن إبراهيم الحنظلي، اخبرنا محمد بن بشر، حدثنا مسعر، عن سعد بن إبراهيم، عن ابيه، عن سعد، قال:" رايت بشمال النبي صلى الله عليه وسلم ويمينه رجلين عليهما ثياب بيض يوم احد ما رايتهما قبل ولا بعد".
Hum se Ishaq bin Ibrahim Hanzali ne bayan kiya, kaha hum ko Muhammad bin Bishr ne khabar di, kaha hum se Mamar ne bayan kiya, in se Saad bin Abi Waqqas razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Jang e Uhud ke mauqa par main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke dayein bayein do aadmiyon ko (jo farishte thay) dekha woh sufaid kapre pehne huay thay main ne unhein na is se pehle dekha aur na is ke baad kabhi dekha.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 4054
حدثنا عبد العزيز بن عبد الله , حدثنا إبراهيم بن سعد , عن ابيه , عن جده , عن سعد بن ابي وقاص رضي الله عنه , قال: رايت رسول الله صلى الله عليه وسلم يوم احد ومعه رجلان يقاتلان عنه عليهما ثياب بيض كاشد القتال , ما رايتهما قبل ولا بعد.
Hum se Abdul Aziz Bin Abdullah ne bayan kiya, kaha hum se Ibrahim Bin Saad ne bayan kiya, un se in ke baap ne, in ke dada se ke Saad Bin Abi Waqqas Radi Allahu Anhu ne bayan kiya, Ghazwa Uhud ke mauqe par mein ne Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ko dekha aur Aap ke sath do aur ashab (yani Jibrail Alaihis Salam aur Mikail Alaihis Salam insani surat mein) aaye hue thay. Wo Aap ko apni hifazat mein le kar kuffar se bari sakhti se larr rahe thay. In ke jism par safaid kapre thay. Mein ne unhein na is se pehle kabhi dekha tha aur na is ke baad kabhi dekha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة