الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الطب
Kitab: Dawa aur ilaj ke bayan mein
باب لا عدوى:
Amraaz mein chhoot lagne ki koi haqeeqat nahin hai.
Hadith Number: 5774
قال ابو سلمة بن عبد الرحمن: سمعت ابا هريرة، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" لا توردوا الممرض على المصح".
Abu Salamah bin Abdur Rahman ne bayan kiya ke main ne Abu Hurairah razi Allahu anhu se suna, in se Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke mareez oonton wala apne oont tandurust oonton wale ke oont mein na chhorre.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5771
وعن ابي سلمة: سمع ابا هريرة بعد يقول، قال النبي صلى الله عليه وسلم:" لا يوردن ممرض على مصح"، وانكر ابو هريرة حديث الاول، قلنا الم تحدث انه لا عدوى فرطن بالحبشية، قال ابو سلمة: فما رايته نسي حديثا غيره.
Aur Abu Salamah se riwayat hai unhon ne Abu Hurairah razi Allahu anhu se suna ke unhon ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke koi shakhs apne beemar oonton ko kisi ke sehat-mand oonton mein na le jaye. Abu Hurairah razi Allahu anhu ne pehli hadees ka inkar kiya. Hum ne (Abu Hurairah razi Allahu anhu se) arz kiya ke Aap hi ne hamase yeh hadees nahi bayan ki hai ke chhoot yeh nahi hota phir woh (ghussa mein) Habshi zaban bolne lage. Abu Salamah bin Abdur Rahman ne bayan kiya ke is hadees ke siwa main ne Abu Hurairah razi Allahu anhu ko aur koi hadees bhoolte nahi dekha.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة