الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأشربة
Kitab: Mashrubat ke bayan mein
باب الخمر من العنب وغيره :
Sharaab angoor waghera se bhi banti hai.
Hadith Number: 5579
حدثنا الحسن بن صباح، حدثنا محمد بن سابق، حدثنا مالك هو ابن مغول، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال:" لقد حرمت الخمر وما بالمدينة منها شيء".
Hum se Hasan bin al-Sabbah ne bayan kiya , kaha hum se Muhammad bin Sabiq ne bayan kiya , kaha hum se Imam Malik ne jo Maghool ke sahibzade hain , bayan kiya in se Nafi ne aur in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke jab sharab haram ki gayi to angoor ki sharab Madinah Munawwarah mein nahi milti ku .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 4616
حدثنا إسحاق بن إبراهيم، اخبرنا محمد بن بشر، حدثنا عبد العزيز بن عمر بن عبد العزيز، قال: حدثني نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال:" نزل تحريم الخمر، وإن في المدينة يومئذ لخمسة اشربة، ما فيها شراب العنب".
Hum se Ishaq bin Ibrahim ne byaan kiya , kaha hum ko Muhammad bin Bishr ne khabar di , un se Abdul Aziz bin Umar bin Abdul Aziz ne byaan kiya , kaha ke mujh se Nafi ne byaan kiya aur un se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke jab sharab ki hurmat nazil hui to Madinah mein is waqt paanch qism ki sharab istemal hoti thi . Lekin angoori sharab ka istemal nahi hota tha (bahar-haal woh bhi haram qarar payi) .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة