الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب: {حور مقصورات فى الخيام} :
Bab: Ayat «hoorun maqsooraatun fil khiyaam» ki tafseer.
Show diacritics
Hadith Number: 4879
حدثنا محمد بن المثنى، قال: حدثني عبد العزيز بن عبد الصمد، حدثنا ابو عمران الجوني، عن ابي بكر بن عبد الله بن قيس، عن ابيه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم قال:" إن في الجنة خيمة من لؤلؤة مجوفة عرضها ستون ميلا، في كل زاوية منها اهل ما يرون الآخرين يطوف عليهم المؤمنون.
Hum se Muhammad bin Musanna ne byaan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Abdul Aziz bin Abdus Samad ne byaan kiya, kaha hum se Abu Imran Jawni ne byaan kiya, un se Abu Bakr bin Abdullah bin Qays ne aur un se un ke walid ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jannat mein khokhlay moti ka khaima ho ga, is ki chorayi saath meel ho gi aur is ke har kinare par Musalman ki ek biwi ho gi ek kinare wali doosre kinare wali ko na dekh sake gi.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 3243
حدثنا حجاج بن منهال، حدثنا همام، قال: سمعت ابا عمران الجوني يحدث، عن ابي بكر بن عبد الله بن قيس الاشعري، عن ابيه، ان النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" الخيمة درة مجوفة طولها في السماء ثلاثون ميلا في كل زاوية منها للمؤمن اهل لا يراهم الآخرون، قال ابو عبد الصمد، والحارث بن عبيد، عن ابي عمران ستون ميلا".
Hum se Hajjaj Bin Minhal ne bayan kiya, kaha hum se Hammam ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mein ne Abu Imran Juni se suna, un se Abu Bakr Bin Abdullah Bin Qais Ashari ne bayan kiya aur un se un ke walid ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "(Jannatiyon ka) khaima kya hai, ek moti hai kholdar jis ki bulandi upar ko tees meel tak hai. Is ke har kinare par momin ki ek biwi hogi jise doosre na dekh sakeinge." Abu Abdus Samad aur Harith Bin Ubaid ne Abu Imran se (bajaye tees meel ke) saath meel bayan kiya
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة