الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب مقام النبى صلى الله عليه وسلم بمكة زمن الفتح:
Bab: Fath-e-Makkah ke zamane mein Nabi Karim ﷺ ka Makkah mein qiyam karna.
Show diacritics
Hadith Number: 4299
حدثنا احمد بن يونس، حدثنا ابو شهاب، عن عاصم، عن عكرمة، عن ابن عباس، قال:" اقمنا مع النبي صلى الله عليه وسلم في سفر تسع عشرة نقصر الصلاة"، وقال ابن عباس: ونحن نقصر ما بيننا وبين تسع عشرة، فإذا زدنا اتممنا.
Hum se Ahmad bin Yunus ne byaan kiya ‘ kaha hum se Abu Shihab ne byaan kiya ‘ un se Aasim ne ‘ un se Ikrimah ne aur un se Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath safar mein (Fatah Makkah ke baad) anees din tak to namaaz qasr parhte thay ‘ lekin jab is se zyada muddat guzar jati to phir poori namaaz parhte thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1080
حدثنا موسى بن إسماعيل، قال: حدثنا ابو عوانة، عن عاصم، وحصين، عن عكرمة، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:"اقام النبي صلى الله عليه وسلم تسعة عشر يقصر، فنحن إذا سافرنا تسعة عشر قصرنا وإن زدنا اتممنا".
Hum se Musa bin Ismail ne byaan kiya , kaha ke hum se Abu Awanah Waddah Yashkuri ne byaan kiya , un se Asim Ahwal aur Hussain Sulami ne , un se Ikrimah ne , aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam (Makkah mein Fatah Makkah ke mauqa par) unees din thehray aur barabar qasar karte rahe . Is liye unees din ke safar mein hum bhi qasar karte rehte hain aur is se agar ziyada ho jaye to poori namaaz parhte hain .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة