الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب غزوة خيبر:
Bab: Ghazwah-e-Khaybar ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 4222
حدثنا حجاج بن منهال، حدثنا شعبة، قال: اخبرني عدي بن ثابت، عن البراء، وعبد الله بن ابي اوفى رضي الله عنهم:" انهم كانوا مع النبي صلى الله عليه وسلم فاصابوا حمرا، فطبخوها، فنادى منادي النبي صلى الله عليه وسلم: اكفئوا القدور".
Hum se Hajjaj Bin Minhal ne bayan kiya ‘ kaha hum se Shuba ne bayan kiya ‘ kaha mujh ko Adi Bin Sabit ne khabar di aur unhein Bara aur Abdullah Bin Abi Aufa Radi Allahu Anhuma ne ke wo log Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ke sath thay ‘ phir unhein gadhe mile to unhon ne un ka gosht pakaya lekin Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ke munadi ne elaan kiya ke handiyan undail do
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 4226
حدثني إبراهيم بن موسى، اخبرنا ابن ابي زائدة، اخبرنا عاصم، عن عامر، عن البراء بن عازب رضي الله عنهما، قال:" امرنا النبي صلى الله عليه وسلم في غزوة خيبر ان نلقي الحمر الاهلية نيئة ونضيجة، ثم لم يامرنا باكله بعد".
Mujh se Ibrahim Bin Musa ne bayan kiya ‘ kaha hum ko Ibn Abi Zaida ne khabar di ‘ kaha hum Asim ko ne khabar di ‘ unhein Amir ne aur in se Bara Bin Azib Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ke Ghazwa Khaibar ke mauqe par Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne hukm diya ke paltu gadhon ka gosht hum phenk dein ‘ kacha bhi aur paka hua bhi ‘ phir humein is ke khane ka kabhi Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne hukm nahi diya
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5525
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، عن شعبة، قال: حدثني عدي، عن البراء، وابن ابي اوفى رضي الله عنهم، قالا:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم عن لحوم الحمر".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya ne bayan kiya, in se Shubah ne bayan kiya, in se Adi ne bayan kiya aur in se Bara aur Ibn Abi Aufa razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke Nabi kareem salla Allahu alaihi wasallam ne gadhe ka gosht khane se mana farma diya tha.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة