الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب بدء الخلق
Kitab: Is bayan mein ke makhlooq ki paidaish kyonkar shuru hui
باب خير مال المسلم غنم يتبع بها شعف الجبال:
Bab: Musalman ka behtareen maal bakriyan hain jin ko charane ke liye paharon ki chotiyon par phirta rahe.
Hadith Number: 3307
حدثنا صدقة بن الفضل، اخبرنا ابن عيينة، حدثنا عبد الحميد بن جبير بن شيبة، عن سعيد بن المسيب , ان ام شريك اخبرته، ان النبي صلى الله عليه وسلم:" امرها بقتل الاوزاغ".
Hum se Sadaqa ne bayan kiya, unhon ne kaha hum ko Ibn Uyaina ne khabar di, unhon ne kaha hum se Abdul Hameed Bin Jubair Bin Shaiba ne bayan kiya, un se Said Bin Musayyab ne bayan kiya aur unhein Umm-e-Sharik (Radi Allahu Anha) ne khabar di ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne girgat (chipkali) ko maar dalne ka hukm farmaya hai
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 3359
حدثنا عبيد الله بن موسى او ابن سلام عنه، اخبرنا ابن جريج، عن عبد الحميد بن جبير، عن سعيد بن المسيب، عن ام شريك رضي الله عنها، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم:" امر بقتل الوزغ، وقال: كان ينفخ على إبراهيم عليه السلام".
Hum se Ubaidullah Bin Musa ne bayan kiya ya Ibn-e-Salam ne (hum se bayan kiya Ubaidullah Bin Musa ke wasitay se) unhein Ibn Juraij ne khabar di, unhein Abd-ul-Hameed Bin Jubair ne, unhein Said Bin Musayyab ne aur unhein Umm-e-Sharik (Radi Allahu Anha) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne girgat ko maarne ka hukm diya tha aur farmaya ke us ne Ibrahim Alaihis Salam ki aag par phoonka tha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة