الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فرض الخمس
Kitab: Khumus ke farz hone ka bayan
باب ما ذكر من درع النبى صلى الله عليه وسلم وعصاه وسيفه وقدحه وخاتمه:
Bab: Nabi Karim ﷺ ki zirah, asa mubarak, Aap ﷺ ki talwar, piyala aur angoothi ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 3108
حدثني محمد بن بشار، حدثنا عبد الوهاب، حدثنا ايوب، عن حميد بن هلال، عن ابي بردة، قال: اخرجت إلينا عائشة رضي الله عنها كساء ملبدا، وقالت: في هذا نزع روح النبي صلى الله عليه وسلم، وزاد سليمان، عن حميد، عن ابي بردة، قال: اخرجت إلينا عائشة إزارا غليظا مما يصنع باليمن وكساء من هذه التي يدعونها الملبدة".
Mujh se Muhammad Bin Bashar ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Wahhab Saqafi ne bayan kiya, kaha hum se Ayub Sakhtiyani ne bayan kiya, un se Humaid Bin Hilal ne aur un se Abu Burdah Bin Abu Musa ne bayan kiya kaha Aisha (Radi Allahu Anha) ne humein ek paiwand lagi hui chadar nikal kar dikhayi aur batlaya ke isi kapde mein Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki rooh qabz hui thi. Aur Sulaiman Bin Mugheera ne Humaid se bayan kiya, unhon ne Abu Burdah se itna zyada bayan kiya ke Aisha (Radi Allahu Anha) ne Yemen ki bani hui ek moti izar (tehmad) aur ek kambal unhein kambalon mein se jin ko tum malba (aur mota paiwand-dar kehte ho) humein nikal kar dikhayi
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5818
حدثنا مسدد، حدثنا إسماعيل، حدثنا ايوب، عن حميد بن هلال، عن ابي بردة، قال:" اخرجت إلينا عائشة كساء، وإزارا غليظا، فقالت: قبض روح النبي صلى الله عليه وسلم في هذين".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne bayan kiya, kaha hum se Ismail bin Aliyyah ne bayan kiya, in se Ayub Sakhtiyani ne bayan kiya, in se Humayd bin Hilal ne aur in se Abu Burdah ne bayan kiya ke Aisha razi Allahu anha ne hamain ek moti kamli ( «kisa») aur ek moti izaar nikaal kar dikhayi aur kaha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki rooh in hi do kapron mein qabz hui thi.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة