الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الشهادات
Kitab: Gawahon ke mutaliq masail ka bayan
باب اليمين على المدعى عليه، فى الأموال والحدود:
Bab: Deewani aur faujdaari dono muqadmon mein mudda'i alaih se qasam lena.
Show diacritics
Hadith Number: 2668
حدثنا ابو نعيم، حدثنا نافع بن عمر، عن ابن ابي مليكة، قال: كتب ابن عباس رضي الله عنهما،" ان النبي صلى الله عليه وسلم قضى باليمين على المدعى عليه".
Hum se Abu Nuaim ne bayan kiya, kaha hum se Nafi Bin Umar ne bayan kiya, un se Ibn Abi Mulaika ne bayan kiya ke Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne likha tha "Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mudda-alai-hi ke liye qasam khane ka faisla kiya tha."
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 2514
حدثنا خلاد بن يحيى، حدثنا نافع بن عمر، عن ابن ابي مليكة قال: كتبت إلى ابن عباس،" فكتب إلي إن النبي صلى الله عليه وسلم قضى ان اليمين على المدعى عليه".
Hum se Khallad Bin Yahya ne bayan kiya, kaha hum se Nafi Bin Umar ne bayan kiya, un se Ibn Abi Mulaika ne ke mein ne Abdullah Bin Abbas (Radi Allahu Anhuma) ki khidmat mein (do auraton ke muqadma mein) likha to is ke jawab mein unhon ne tehrer farmaya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne faisla kiya tha ke (agar muddayi gawah na pesh kar sake) to mudda-alai-hi se qasam li jaye gi
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة