Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
ุตุญูŠุญ ุงู„ุจุฎุงุฑูŠ
Sahih Bukhari
ูƒุชุงุจ ุงู„ุฅุฌุงุฑุฉ
Kitab: Ujrat ke masail ka bayan
ุจุงุจ ู…ู† ุขุฌุฑ ู†ูุณู‡ ู„ูŠุญู…ู„ ุนู„ู‰ ุธู‡ุฑู‡. ุซู… ุชุตุฏู‚ ุจู‡ ูˆุฃุฌุฑุฉ ุงู„ุญู…ุงู„:
Bab: Jis ne apni peeth par bojh uthane ki mazdoori ki yani ยซhammaliยป ki aur phir ise sadaqa kar diya aur ยซhammaalยป ki ujrat ka bayan.
Show diacritics
Hadith Number: 2273
ุญุฏุซู†ุง ุณุนูŠุฏ ุจู† ูŠุญูŠู‰ ุจู† ุณุนูŠุฏ ุงู„ู‚ุฑุดูŠุŒ ุญุฏุซู†ุง ุงุจูŠุŒ ุญุฏุซู†ุง ุงู„ุงุนู…ุดุŒ ุนู† ุดู‚ูŠู‚ุŒ ุนู† ุงุจูŠ ู…ุณุนูˆุฏ ุงู„ุงู†ุตุงุฑูŠ ุฑุถูŠ ุงู„ู„ู‡ ุนู†ู‡ุŒ ู‚ุงู„:" ูƒุงู† ุฑุณูˆู„ ุงู„ู„ู‡ ุตู„ู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู„ูŠู‡ ูˆุณู„ู… ุฅุฐุง" ุงู…ุฑู†ุง ุจุงู„ุตุฏู‚ุฉุŒ ุงู†ุทู„ู‚ ุงุญุฏู†ุง ุฅู„ู‰ ุงู„ุณูˆู‚ ููŠุญุงู…ู„ ููŠุตูŠุจ ุงู„ู…ุฏุŒ ูˆุฅู† ู„ุจุนุถู‡ู… ู„ู…ุงุฆุฉ ุงู„ูุŒ ู‚ุงู„: ู…ุง ุชุฑุงู‡ ุฅู„ุง ู†ูุณู‡".
Hum se Saeed Bin Yahya Bin Saeed ne bayan kiya, kaha ke mujh se mere baap (Yahya Bin Saeed Quraish) ne bayan kiya, un se Aamash ne bayan kiya, un se Shaqeeq ne aur un se Abu Masood Ansari (Radi Allahu Anhu) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne jab humein sadaqah karne ka hukum diya, to baaz log bazaron mein ja kar bojh uthate jin se ek mudd mazdoori milti (wo is mein se bhi sadaqah karte) aaj un mein se kisi ke paas laakh laakh (dirham ya dinar) maujood hain. Shaqeeq ne kaha humara khayal hai ke Abu Masood (Radi Allahu Anhu) ne kisi se apne hi taien murad liya tha
.


ุญูƒู…: ุฃุญุงุฏูŠุซ ุตุญูŠุญ ุงู„ุจุฎุงุฑูŠู‘ ูƒู„ู‘ู‡ุง ุตุญูŠุญุฉ
Show diacritics
Hadith Number: 1416
ุญุฏุซู†ุง ุณุนูŠุฏ ุจู† ูŠุญูŠู‰ุŒ ุญุฏุซู†ุง ุงุจูŠุŒ ุญุฏุซู†ุง ุงู„ุงุนู…ุดุŒ ุนู† ุดู‚ูŠู‚ุŒ ุนู† ุงุจูŠ ู…ุณุนูˆุฏ ุงู„ุงู†ุตุงุฑูŠ ุฑุถูŠ ุงู„ู„ู‡ ุนู†ู‡ , ู‚ุงู„:" ูƒุงู† ุฑุณูˆู„ ุงู„ู„ู‡ ุตู„ู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู„ูŠู‡ ูˆุณู„ู… ุฅุฐุง ุงู…ุฑู†ุง ุจุงู„ุตุฏู‚ุฉ ุงู†ุทู„ู‚ ุงุญุฏู†ุง ุฅู„ู‰ ุงู„ุณูˆู‚ ูุชุญุงู…ู„ ููŠุตูŠุจ ุงู„ู…ุฏุŒ ูˆุฅู† ู„ุจุนุถู‡ู… ุงู„ูŠูˆู… ู„ู…ุงุฆุฉ ุงู„ู".
Hum se Saeed bin Yahya ne byaan kiya , kaha mujh se mere walid ne byaan kiya , kaha ke hum se Aamash ne byaan kiya , un se Shaqeeq ne aur un se Abu Masood Ansari razi Allahu Ta'ala anhu ne kaha ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne jab humein sadqa karne ka hukm diya to hum mein se bahut se bazaar ja kar bojh uthane ki mazdoori karte aur is tarah ek mudd (ghalla ya khajoor waghera) haasil karte . (Jisay sadqa kar dete) lekin aaj hum mein se bahut son ke paas laakh laakh (dirham ya deenaar) maujood hain .


ุญูƒู…: ุฃุญุงุฏูŠุซ ุตุญูŠุญ ุงู„ุจุฎุงุฑูŠู‘ ูƒู„ู‘ู‡ุง ุตุญูŠุญุฉ
Show diacritics
Hadith Number: 4669
ุญุฏุซู†ุง ุฅุณุญุงู‚ ุจู† ุฅุจุฑุงู‡ูŠู…ุŒ ู‚ุงู„: ู‚ู„ุช ู„ุงุจูŠ ุงุณุงู…ุฉ: ุงุญุฏุซูƒู… ุฒุงุฆุฏุฉุŒ ุนู† ุณู„ูŠู…ุงู†ุŒ ุนู† ุดู‚ูŠู‚ุŒ ุนู† ุงุจูŠ ู…ุณุนูˆุฏ ุงู„ุงู†ุตุงุฑูŠุŒ ู‚ุงู„:" ูƒุงู† ุฑุณูˆู„ ุงู„ู„ู‡ ุตู„ู‰ ุงู„ู„ู‡ ุนู„ูŠู‡ ูˆุณู„ู… ูŠุงู…ุฑ ุจุงู„ุตุฏู‚ุฉุŒ ููŠุญุชุงู„ ุงุญุฏู†ุง ุญุชู‰ ูŠุฌูŠุก ุจุงู„ู…ุฏุŒ ูˆุฅู† ู„ุงุญุฏู‡ู… ุงู„ูŠูˆู… ู…ุงุฆุฉ ุงู„ูุŒ ูƒุงู†ู‡ ูŠุนุฑุถ ุจู†ูุณู‡".
Hum se Ubayd bin Ismail ne byaan kiya , un se Abu Usamah ne , un se Ubaydullah bin Umari ne , un se Nafi ne aur un se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke jab Abdullah bin Ubayy (munafiq) ka intiqal hua to is ke larke Abdullah bin Abdullah (jo pukhta Musalman thay) Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huay aur arz kiya ke Aap apni qamees un ke walid ke kafan ke liye inayat farma dein . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne qamees inayat farmayi . Phir unhon ne arz ki ke Aap namaz e janaza bhi parha dein . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam namaz e janaza parhane ke liye bhi aage barh gaye . Itne mein Umar razi Allahu anhu ne Aap salla Allahu alaihi wasallam ka daman pakar liya aur arz kiya: ya Rasool Allah! Is ki namaz e janaza parhane ja rahe hain , jabke Allah Ta'ala ne Aap ko is se mana bhi farma diya hai . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Ta'ala ne mujhe ikhtiyar diya hai farmaya hai ยซistaghfir lahum au la tastaghfir lahum in tastaghfir lahum sabeena marratunยป ke โ€Aap un ke liye istighfar karein khwah na karein . Agar Aap un ke liye sattar baar bhi istighfar karein ge (tab bhi Allah unhein nahi bakhshe ga) .โ€œ Is liye main sattar martaba se bhi zyada istighfar karoon ga . (mumkin hai ke Allah Ta'ala zyada istighfar karne se maaf kar de) Umar razi Allahu anhu bolay lekin yeh shakhs to munafiq hai . Ibn Umar razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke aakhir Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is ki namaz e janaza parhayi . Is ke baad Allah Ta'ala ne yeh hukm nazil farmaya ยซwa la tusalli ala ahadin minhum maata abadan wa la taqum ala qabrihiยป ke โ€aur in mein se jo koi mar jaye is par kabhi bhi namaz na parh-ye aur na is ki qabr par khara huiye .โ€œ


ุญูƒู…: ุฃุญุงุฏูŠุซ ุตุญูŠุญ ุงู„ุจุฎุงุฑูŠู‘ ูƒู„ู‘ู‡ุง ุตุญูŠุญุฉ