الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الجنائز
Kitab: Janaze ke ahkam o masail
باب ما جاء فى قبر النبى صلى الله عليه وسلم وأبي بكر وعمر رضي الله عنهما:
Nabi Karim Sallallahu alaihi wasallam aur Abu Bakr aur Umar Razi Allah anhuma ki qabron ka bayaan.
Show diacritics
Hadith Number: 1391
وعن هشام , عن ابيه، عن عائشة رضي الله عنها،" انها اوصت عبد الله بن الزبير رضي الله عنهما لا تدفني معهم، وادفني مع صواحبي بالبقيع لا ازكى به ابدا.
Hisham apne walid se aur woh Aisha razi Allahu anha se riwayat karte hain ke Aap ne Abdullah bin Zubayr razi Allahu anhuma ko wasiyat ki thi ke mujhe Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam aur Aap salla Allahu alaihi wasallam ke saathiyon ke saath dafan na karna . Balke meri doosri saukanon ke saath Baqi-ul-Gharqad mein mujhe dafan karna . Main yeh nahi chahti ke un ke saath meri bhi tareef hua kare .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 7427
حدثنا محمد بن يوسف، حدثنا سفيان، عن عمرو بن يحيى، عن ابيه، عن ابي سعيد الخدري، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" الناس يصعقون يوم القيامة، فإذا انا بموسى آخذ بقائمة من قوائم العرش".
Hum se Muhammad bin Yusuf ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan ne bayan kiya, in se Amr bin Yahya ne, in se un ke walid ne aur in se Abu Saeed Khudri razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Qayamat ke din sab log be-hosh kar diye jayein ge phir main sab se pehle hosh mein aa kar Musa alaihissalam ko dekhoon ga ke woh arsh ka ek paya pakre khare hon ge.“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة