الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب التوحيد
Kitab: Allah ki tawheed, us ki zaat aur sifat ke bayan mein
باب فى المشيئة والإرادة:
Masheeat aur iraada ka bayaan.
Hadith Number: Q7464
قال سعيد بن المسيب عن ابيه نزلت في ابي طالب يريد الله بكم اليسر ولا يريد بكم العسر.
Aur Allahne (Surah al-Takweer mein) farmaya ”tum kuch nahi chah sakte jab tak Allah na chahe“ aur (Surah Aal e Imran mein) farmaya ke ”woh Allah jise chahta hai mulk deta hai“ aur (Surah al-Kahf mein) farmaya ”aur tum kisi cheez ke mutalliq yeh na kaho ke main kal yeh kaam karne wala hoon magar yeh ke Allah chahe“ aur (Surah Qasas mein) farmaya ke ”Aap jise chahein hidayat nahi de sakte, albatta Allah jise chahta hai hidayat deta hai“ Saeed bin al-Musayyab ne apne walid se kaha ke Janab Abu Talib ke baare mein yeh aayat mazkoora nazil hui. Aur (Surah al-Baqarah mein) farmaya ke ”Allah tumhare saath aasani chahta hai aur tumhare saath tangi nahi chahta.“
تخریج الحدیث:
Hadith Number: 7464
حدثنا مسدد، حدثنا عبد الوارث، عن عبد العزيز، عن انس، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إذا دعوتم الله، فاعزموا في الدعاء ولا يقولن احدكم إن شئت، فاعطني فإن الله لا مستكره له".
Hum se Musaddad ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Abd-ul-Waris ne bayan kiya , in se Abd-ul-Aziz ne bayan kiya , in se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”jab tum dua karo to azam ke saath karo aur koi dua mein yeh na kahe ke agar tu chahe to falan cheez mujhe ata kar , kyunke Allah se koi zabardasti karne wala nahi .“
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name | Rank | Ahadith |
|---|---|---|
| أنس بن مالك الأنصاري، أبو حمزة، أبو النضر | صحابي | |
| عبد العزيز بن صهيب البناني، أبو حمزة | ثقة | |
| عبد الوارث بن سعيد العنبري، أبو عبيدة | ثقة ثبت | |
| مسدد بن مسرهد الأسدي، أبو الحسن | ثقة حافظ |
Referencing of the Hadith:
Book Name | Number | Short Arabic Text |
|---|---|---|
صحيح البخاري |
7464
| إذا دعوتم الله فاعزموا في الدعاء ولا يقولن أحدكم إن شئت فأعطني فإن الله لا مستكره له |
صحيح البخاري |
6338
| إذا دعا أحدكم فليعزم المسألة ولا يقولن اللهم إن شئت فأعطني فإنه لا مستكره له |
صحيح مسلم | 6812 | إذا دعا أحدكم فليعزم في الدعاء ولا يقل اللهم إن شئت فأعطني فإن الله لا مستكره له |