الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الرقاق
Kitab: Dil ko narm karne wali baaton ke bayan mein
باب من بلغ ستين سنة فقد أعذر الله إليه فى العمر:
Jo shakhs saath saal ki umar ko pahunch gaya to phir Allah Taala ne umar ke baare mein us ke liye uzr ka koi mauqa baqi nahin rakha.
Show diacritics
Hadith Number: Q6419
لقوله اولم نعمركم ما يتذكر فيه من تذكر وجاءكم النذير سورة فاطر آية 37 يعني الشيب.
Kyunke Allah ne farmaya hai «awalam nu-am-mirkum maa yatazhakkaru feehi man tazhak-kara wa jaa-akum-un-nazheeru» ”kya hum ne tumhein itni umr nahi di thi ke jo shakhs is mein nasihat haasil karna chahta kar laita aur tumhare paas daraanay wala aaya , phir bhi tum ne hosh se kaam nahi liya .“


تخریج الحدیث:
Show diacritics
Hadith Number: 6419
حدثني عبد السلام بن مطهر، حدثنا عمر بن علي، عن معن بن محمد الغفاري، عن سعيد بن ابي سعيد المقبري، عن ابي هريرة، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" اعذر الله إلى امرئ اخر اجله حتى بلغه ستين سنة"، تابعه ابو حازم، وابن عجلان، عن المقبري.
Hum se Abd-ul-Salam bin Mutahhar ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Umar bin Ali bin Ata ne bayan kiya , in se Maan bin Muhammad Ghifari ne , in se Saeed bin Abi Saeed Muqbiri ne aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”Allah Ta'ala ne is aadmi ke uzhr ke silsile mein hujjat tamam kar di jis ki maut ko muakh-khar kiya yahan tak ke woh saath saal ki umr ko pahunch gaya .“ Is riwayat ki mutabia-t Abu Hazim aur Ibn Ajlan ne Muqbiri se ki .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
سعيد بن أبي سعيد المقبري، أبو سعيد، أبو سعدثقة
محمد بن عجلان القرشي، أبو عبد اللهصدوق حسن الحديث
سلمة بن دينار الأعرج، أبو حازمثقة
أبو هريرة الدوسيصحابي
سعيد بن أبي سعيد المقبري، أبو سعيد، أبو سعدثقة
معن بن محمد الغفاريصدوق حسن الحديث
عمر بن علي المقدمي، أبو حفص، أبو جعفرثقة وكان يدلس كثيرا
عبد السلام بن مطهر الأزدي، أبو ظفرثقة
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
6419
أعذر الله إلى امرئ أخر أجله حتى بلغه ستين سنة