الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الاستئذان
Kitab: Ijazat lene ke bayan mein
باب من زار قوما فقال عندهم:
Agar koi shakhs kahin mulaqaat ko jaaye aur dopahar ko wahin aaram kare to yeh jaiz hai.
Show diacritics
Hadith Number: 6281
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا محمد بن عبد الله الانصاري، قال: حدثني ابي، عن ثمامة، عن انس، ان ام سليم كانت تبسط للنبي صلى الله عليه وسلم نطعا، فيقيل عندها على ذلك النطع، قال:" فإذا نام النبي صلى الله عليه وسلم اخذت من عرقه وشعره فجمعته في قارورة، ثم جمعته في سك"، قال: فلما حضر انس بن مالك الوفاة، اوصى إلي ان يجعل في حنوطه من ذلك السك، قال: فجعل في حنوطه.
Hum se Qutaybah bin Saeed ne bayan kiya, kaha hum se Muhammad bin Abdullah Ansari ne, kaha ke mujh se mere walid ne, in se Sumama ne aur in se Anas razi Allahu anhu ne ke (in ki walda) Umm Sulaym, Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke liye chamre ka farsh bichha deti thien aur Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam in ke yahan isi par qailula kar laite thay. Bayan kiya phir jab Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam so gaye (aur bedar huay) to Umm Sulaym razi Allahu anha ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ka pasina aur (jhare huay) Aap ke baal le liye aur (pasina ko) ek sheeshi mein jama kiya aur phir «suk-ku» (ek khushboo) mein usay mila liya. Bayan kiya hai ke phir jab Anas bin Malik razi Allahu anhu ki wafat ka waqt qareeb hua to unhon ne wasiyat ki ke is «suk-ku» (jis mein Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ka pasina mila hua thu) mein se in ke hanoat mein mila diya jaye. Bayan kiya hai ke phir in ke hanoat mein usay milaya gaya.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
أنس بن مالك الأنصاري، أبو حمزة، أبو النضرصحابي
ثمامة بن عبد الله الأنصاريثقة
عبد الله بن المثنى الأنصاري، أبو المثنىصدوق كثير الخطأ
محمد بن عبد الله الأنصاري، أبو عبد اللهثقة
قتيبة بن سعيد الثقفي، أبو رجاءثقة ثبت
Referencing of the Hadith:
Book Name
Number
Short Arabic Text
صحيح البخاري
6281
أخذت من عرقه وشعره فجمعته في قارورة ثم جمعته في سك
صحيح مسلم
6057
عرقك أدوف به طيبي
صحيح مسلم
6055
هذا عرقك نجعله في طيبنا وهو من أطيب الطيب
سنن النسائى الصغرى
5373
ما هذا الذي تصنعين يا أم سليم قالت أجعل عرقك في طيبي فضحك النبي