الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأدب
Kitab: Akhlaq ke bayan mein
باب صلة المرأة أمها ولها زوج:
Agar khaawand wali Musalman aurat apne kaafir maa ke saath neek sulook kare.
Hadith Number: 5979
وقال الليث، حدثني هشام، عن عروة، عن اسماء، قالت: قدمت امي وهي مشركة في عهد قريش ومدتهم إذ عاهدوا النبي صلى الله عليه وسلم مع ابنها، فاستفتيت النبي صلى الله عليه وسلم، فقلت: إن امي قدمت وهي راغبة افاصلها؟ قال:" نعم، صلي امك"
Aur Layth ne bayan kiya ke mujh se Hisham ne bayan kiya, in se Urwah ne aur in se Asmaa razi Allahu anha ne bayan kiya ke meri walda mushrika thien woh Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke Quraish ke saath sulah ke zamana mein apne walid ke saath (Madinah Munawwarah) aayin. Main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se un ke mutalliq poochha ke meri walda aayi hain aur woh Islam se alag hain (kya main in ke saath sila-rahmi kar sakti hoon?) Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke haan apni walda ke saath sila-rahmi karo.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة