الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب نهي رسول الله صلى الله عليه وسلم عن نكاح المتعة آخرا:
Bab: Aakhir mein Rasoolullah ﷺ ne nikah-e-mut’ah se mana’ kar diya tha (is liye ab mut’ah haram hai).
Hadith Number: 5119
وقال ابن ابي ذئب، حدثني إياس بن سلمة بن الاكوع،عن ابيه، عن رسول الله صلى الله عليه وسلم:" ايما رجل وامراة توافقا، فعشرة ما بينهما ثلاث ليال، فإن احبا ان يتزايدا او يتتاركا تتاركا"، فما ادري اشيء كان لنا خاصة ام للناس عامة، قال ابو عبد الله وبينه علي: عن النبي صلى الله عليه وسلم: انه منسوخ.
Aur Ibn Abi Zib ne byaan kiya ke mujh se Iyas bin Salamah bin al-Akwa ne byaan kiya aur in se un ke walid ne aur in se Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jo mard aur aurat muta kar lein aur koi muddat mutayyan na karein to (kam se kam) teen din , teen raat mil kar rahein , phir agar woh teen din se zyada is muta ko rakhna chahein ya khatam karna chahein to unhein is ki ijazat hai (Salamah bin al-Akwa kehte hain ke) mujhe maloom nahi yeh hukm sirf hamare (sahabah) hi ke liye tha ya tamam logon ke liye hai Abu Abdullah (Imam Bukhari rahmahullah) kehte hain ke khud Ali razi Allahu anhu ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se aaisi riwayat ki jis se maloom hota hai ke muta ki hulat mansookh hai .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name | Rank | Ahadith |
|---|---|---|
| سلمة بن الأكوع الأسلمي، أبو مسلم، أبو إياس، أبو عامر | صحابي | |
| إياس بن سلمة الأسلمي، أبو بكر، أبو سلمة | ثقة | |
| محمد بن أبي ذئب العامري، أبو الحارث | ثقة فقيه فاضل |