الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الصلاة
Kitab: Namaz ke ahkam o masail
باب المساجد التى على طرق المدينة والمواضع التى صلى فيها النبى صلى الله عليه وسلم.:
Bab: Un masajid ka bayan jo Madinah ke raaste mein waqe’ hain aur woh jagahen jahan Rasoolullah ﷺ ne namaz ada farmayi hai.
Hadith Number: 485
وان عبد الله بن عمر حدثه، ان النبي صلى الله عليه وسلم صلى حيث المسجد الصغير الذي دون المسجد الذي بشرف الروحاء، وقد كان عبد الله يعلم المكان الذي كان صلى فيه النبي صلى الله عليه وسلم، يقول: ثم عن يمينك حين تقوم في المسجد تصلي، وذلك المسجد على حافة الطريق اليمنى وانت ذاهب إلى مكة بينه وبين المسجد الاكبر رمية بحجر او نحو ذلك.
Aur Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma ne Nafi se yeh bhi bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ne is jagah namaz parhi jahan ab Sharaf Ruha ki masjid ke qareeb ek chhoti masjid hai , Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma is jagah ki nishandahi karte thay jahan Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ne namaz parhi thi . Kehte thay ke yahan tumhare dayen taraf jab tum masjid mein qibla ro ho kar namaz parhne ke liye khare hote ho . Jab tum Madina se Makka jao to yeh chhoti si masjid raste ke dayen janib parti hai . Is ke aur bari masjid ke darmiyan ek patthar ki maar ka fasla hai ya is se kuch kam zyada .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة