الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الصلاة
Kitab: Namaz ke ahkam o masail
باب المساجد التى على طرق المدينة والمواضع التى صلى فيها النبى صلى الله عليه وسلم.:
Bab: Un masajid ka bayan jo Madinah ke raaste mein waqe’ hain aur woh jagahen jahan Rasoolullah ﷺ ne namaz ada farmayi hai.
Show diacritics
Hadith Number: 486
وان ابن عمر كان يصلي إلى العرق الذي عند منصرف الروحاء، وذلك العرق انتهاء طرفه على حافة الطريق دون المسجد الذي بينه وبين المنصرف وانت ذاهب إلى مكة، وقد ابتني ثم مسجد، فلم يكن عبد الله بن عمر يصلي في ذلك المسجد كان يتركه عن يساره ووراءه ويصلي امامه إلى العرق نفسه، وكان عبد الله يروح من الروحاء فلا يصلي الظهر حتى ياتي ذلك المكان فيصلي فيه الظهر، وإذا اقبل من مكة فإن مر به قبل الصبح بساعة او من آخر السحر عرس حتى يصلي بها الصبح.
Aur Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma is chhoti pahari ki taraf namaz parhte jo Ruha ke aakhir kinare par hai aur yeh pahari wahan khatam hoti hai jahan raste ka kinara hai . Is masjid ke qareeb jo is ke aur Ruha ke aakhri hissay ke beech mein hai Makka ko jate hue . Ab wahan ek masjid ban gayi hai . Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma is masjid mein namaz nahi parhte thay balkay is ko apne bayen taraf muqabil mein chhor dete aur aage barh kar khud pahari Araq al-Tabiya ki taraf namaz parhte thay . Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma jab Ruha se chalte to zuhr is waqt tak na parhte jab tak is maqam par na pohanch jate . Jab yahan aa jate to zuhr parhte , aur agar Makka se aate hue subah sadiq se thori der pehle ya seher ke aakhir mein wahan se guzarte to subah ki namaz tak wahi aaram karte aur fajr ki namaz parhte .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة